लड़की: मैं कल तुमसे मिलने नहीं आ सकती। लड़का: चलो कोई बात नहीं, फिर मैं तुम्हारा गिफ्ट किसी और को दे देता हूं लड़की: अरे, मेरा मतलब था कि मैं कल नहीं आ सकती, अभी कहां हो तुम? मैं आ रही हूं।
Cockroch Ko Garam Pani Me Dho Ke Use Dhup Me Sukha Ke Chips Ke Jaise Kaat Ke Shahad Ke Sath Khane Se,
.
.
.
.
.
.
ULTI Ho Jati Hai,
Bilkul Try Mat Karna.
Kash aap kabi hamari gali main aain, thora
sa muskurain, thora sa ghabrain,thora
sa itrain, siti bajain, baalon ko jatkain, phir
zor se chlain, ALU LE LO PIAZ LE LO
Six answers give by a GIRL when she is proposed....
1. Nahi
2. Mujhe waqt chahiye
3. I have always seen u as a friend
4. I alrady have a boy friend
5. We should concentrate on studies.
6. Tum abhi tak mujhe jante kahan ho?
Six answers given by a BOY when he is proposed....
1. Yes
2. Yes
3. Yes
4. Yes
5. Yes
6. Yes
Rule Of Boys-
Phulo Ki Mahak Churayi Nahi Jati
.
.
Suraj Ki Kirne Chupayi Nahi Jati
.
.
.
Kitni B Beautiful Ho Apni
Girlfriend Par
.
.
.
.
Dusri Ladkiyo Se Nazar Hatai Nahi Jati
Suba Utho Close Up Karo
Fir Naha K Meri Photo Rakh K Apne Dono Hath Jod Kar Zor Se Gao
.
.
.
.
Tujhe Bhul Jana Mumkin Nahi
Tera SMS Na Aye Aisa Koi Din Nahi :D
True Love Song.
.
.
.
Bazigar O Bazigar,
Teri Mummy Ko Raji Kar,
.
Oooo.
.
Tune Dil Mera Toda,
Maine Fevicol Se Joda,
Mere Fevicol K Paise Vapas Karrrr.
Boy:" Main tumse bahat pyar krta hu
.
Reh nhi skta tumhare bina
.
.
Girl:" Mere piche apni zindagi
barbad mat kar
.
.
Boy:" Q ??
.
.
Girl:" Iss raste pe patthr or kanto k
alwa kuch nhi
.
.
Boy:" Are pagli... tu tension na le Mere paas WOODLAND k shoes hai bas tu patja. =)) :-D
College ki galiyon main ajeeb khel hota hai...
Class k bahanay dilon ka mail hota hai
Notes ke jagah love sale hota hai...
Iss liye to PAPPU her saal fail hota hai
Cute Litle Grl- Jab Men Badi Ho Jaungi To Ap Apne Ldke Ki Shadi Mujhse Krwaoge? Shopkiper- Han Beta, Krwa Dunga. Grl- To Apni Hone Wali Bahu Ko 1 Derymilk Do Na.
3 Gappi Aapas Mein Baaten Kar Raha Tha...
(1)Mera Dada Zi Itne Bare Tairak The Ki Hindmaha Sagar Mein Kudte Aur Prasantmaha Sagar Mein Nikalte.
.
.
.
.
.
(2)Mere Dada Zi Itne Bare Tairak The Ki Ganga Nadi Mein Kudte Aur Yamuna Nadi Me Nikalte.
.
.
.
.
.
(3)Mere Dada Zi Itne Bare Tairak The Ki Paani Tanki Mein Kudte Aur Nal Ke Duara Nikal Zaate...!!!
SANTA: sister muje 1 bottle blood dedo, Nurse: Blood group bolo.
SANTA: koi b chalega,
Nurse: kaise chalega?
SANTA: Girlfriend ko love letter likhana
hai.
Girl to Teacher: Ye Pyaar kya
Hota Hai Sir ??
.
Teacher: Jab Tum Badi ho
kar Achi Ladki Banogi to
Tumhe 1 pyar karne wala milega.
.
.
Girl: Agar Achi na Bani to ?
.
.
.
Teacher: To Bohat Saray Milenge