Woh Shama Jo Kaam Aaye Anjuman Ke Liye,
Woh Jazba Jo Qurban Ho Jaaye Watan Ke Liye,
Rakhte Hain Hum Woh Houslein Bhi Jo Mar
Mitey Hindustan Ke Liye.
Happy Republic Day!
This is the country of colors and
Faith in spirituals.
Lets this Republic day reminds
Us for the work and life given
By our leaders to safe and happylife.
HAPPY REPUBLIC DAY.
Watan hamara misaal mohabbat ki,
Todta hai deewaar nafrat ki,
Meri khush naseebi mili zindagi is chaman mein.
Bhula na sake koi iski khushbu saton janam mein.
Happy Republic Day!
Today Is The Day When Everyone Young Or Old,
Tall Or Short,
Light Skin Or Dark Must Come Together
To Show The Whole World
That This Nation Is The Best Nation
Under The Sun.
Happy Republic Day.
Daag Gulami Ka Dhoya Hai Jaan
Luta Kar, Deep Jalaye Hai
Kitne Deep Bhujha Kar, Mili
Hai Jab Yeh Azadi To Fir
Is Azadi Ko Rakhna Hoga Har
Dushman Se Aaj Bachakar.
Happy Republic Day.
Gandhi Ji Ka Sapna Jab Sach Hua
Bharat Apna Tab Swatantra Hua
Aao Milker Yaad Kare Un Sabhi Ko
Jinki Wajah Se Bharat Aazad Hua
Happy Republic Day To All Indian!!
Nahi Sirf Jashn Manana,
Nahi Sirf Jhande Lehrana,
Yeh Kaafi Nahi Hai Watan par,
Yadon Ko Nahi Bhulana,
Jo Qurbaan Hue,
Unke Lafzon Ko Aage Badhana,
Khuda Ke Liye Nahi ..
Zindgi Watan K Liye Lutana.
Happy Republic Day
bharat ho ya ho canada ya ho sansaar
bharatiyeta meri surakhshit hai
bachon kay mann mein garv, apnatav, ahinsa, prem ban kar
aur prem, hadon aur lakeeron say paray hota hai.
बेबी:girl_tone1:को बेस:musical_score:पसन्द हैं, सलमान:sunglasses:को केस:chains:पसन्द हैं, मोदी:man_with_turban_tone1:को विदेश:airplane:पसन्द हैं, और मुझे:snowboarder:मेरा देश पसंद हैं !! :v_tone1::kissing_heart::kissing_heart::kissing_heart::kissing_heart:.
Watan hamara aisa koi na chhod paaye,
Rishta hamara aisa koi na tod paaye,
Dil ek hai ek jaan hai hamari,
Hindustan hamara hai hum iski shaan hain.
Happy Republic Day.
We The Youth Of India Should Take, The Pledge
That Till Our Last Breath
We Will Fight Terrorism, We Will Protect Our
Mother INDIA
With All We Have, JAI HIND!! Happy Republic Day
This is the country of colors and faith in spirituals.
Lets this Republic day reminds us for the work and
life given by our leaders to safe and happy life.
HAPPY REPUBLIC DAY
Kuch Nasha ‘TIRANGE’ ki Aaan ka hai.
Kuch Nasha ‘MATRBHUMI’ ki Shaan ka hai.
Hum Lahrayenge har Jagah ye ‘TIRANGA’
Nasha Ye ‘HINDUSTAN’ ki Shaan ka hai..
Jai ho.