Aapse Dur rehke bhi Aapko Yaad kiya HAMNE
Rishto ka har Farz ada kiya
HAMNE
Mat sochna ki Aapko bhula diya HAMNE
Aaj fiR SONE se pehle Aapko Yaad kiya HAMNE ...good night.sweet
Aap Jo So Gaye To Khwab Hamara Aayega
Ek Pyari Si Muskaan Aapke Chehre
Par Layega, Khidki Darwaje Dil
Ke Khol Ker Sona Warna Aap Hi
Batao Hamara Khwab Kaha Se Aayega
Ye raat chandni, apke aangan aye,
Ye taare saare lori gaakar aapko sulaye,
Ho itne sundar aapke sapne,
Ki neend me bhi aap muskuraye..
*"good night....*
""चाँद" ने "कर" दिया है "तारों" को "Invite"
"सूरज" ने "पकड़" ली "है" "सुबह" की Flight
"भगवान" को "याद" कर "लो" और "बंद" "कर" दो "Light"
"मेरी" "तरफ" से "आपको" एक "प्यारा" "सा" "Good" "Night"
शुभ रात्रि"
चाँदनी जैसे बिखर गई है सारी; चाँदनी जैसे बिखर गई है सारी; रब से है ये दुआ हमारी; जितनी प्यारी है तारों की यारी; आपकी नींद भी हो उतनी ही प्यारी। शुभ रात्रि!
Chand ne kar diya he taro ko INVITE,
Suraj ne pakad li he subah ki FLIGHT,
Khuda ko yaad kar lo aur off kar lo LIGHT,
Meri taraf se aapko achchi si GOOD NIGHT
Dard Aapke Intezar Ka Hum Chupchap Sehte Hai,
Kyunki Aap Har Pal Hamare Dil Mein Rehte Hai,
Na Jane Hume Neend Aayegi Bhi Ke Nahi Lekin,
Aap Thik Se So Sako Isliye Aapko Good Night Kehte Hai.
Chaand Bhi To Dekho Tumhe Tak Raha Hai
Sitare Bhi Thame Thame Se Lag Rahe Hai
Jara Muskura Do Hum Sab Ke Liye
Hum Bhi To Tumhe Good night Keh Rahe Hai...
Chand Taaro Se Raat Jagmagane Lagi,
Phoolo Ki Khushboo Se Duniya Mehkane Lagi,
So Jaiye Raat Ho Gayi Hai Bohat,
Nindiya Rani Bhi Aapko Dekhne Hai Aane Lagi.
Good Night Shayari