Subah hote hi jab duniya abaad hoti hai
Aankh khulte hi aapki yaad hoti hai
Khushiyon ke phool ho aapke aanchal mei
Ye mere honthon pe pehli fariyaad hoti hai…
Twinkle twinkle lazy star,
kitna soyega uth ja yaar,
up above the world so high,
Sun has risen in the sky,
uth ke jaldi pele chai,
then call me and say hi
If we both exchange one dollar,
we have one dollar each.
But,
if we exchange one good thought,
we both have two good thoughts.
Asslam alykum
gudmorning
hav a gud day
Uth Kar Dekhiye Subhah Ka Nazara,
Hawa Bhi Hai Thandi Mausam Bhi Hai Pyara.
So Gaya Chand Aur Chhup Gaya Har Ek Tara,
Kabul Ho Aapko Salaam-e-subah Hamara .
Good morning
aapkey pass waqt nahi hamey yaad karney ka,
bewaqt hi yaad kar liya karo.
mana aapkey pass sari duniya hai,
kabhi hamara bhi ahasaas kar liya karo.
good morning.
Khuda ne aapki bhookh dekhi to khana banaya,
pyass dekhi to pani banaya,
need dekhi to bistar banaya
AUR
bina dost k dekha
to
mujhe
"FASAAYA"
gud morning
""!__!""!.*.*.*.*.*
HAPPY.*.
!__!""!__!.*.*.*.*.*
BiNA WAJAH DAY
*Aise hi MUBARAQ HO
*KHAMAKHAA khush raho
or
Bewajah haste raho
GOOD MORNING friendsssss