दरिया :sweat_drops: ने झरने से पूछा तुझे समन्दर :ocean: नहीं बनना :smirk: है क्या.? झरने ने बड़ी नम्रता :relieved: से कहा :wink: बड़ा बनकर खारा :cold_sweat: हो जाने से अच्छा है, छोटा रह कर मीठा :kissing_heart: ही रहूँ.
Man asked GOD
"WHATS THE MEANING OF LIFE" GOD said
"It has no Meaning, LIFE is an OPPORTUNITY,
I have given it to you so that you can give it a MEANING..
Phir na simtegi agar zindagi bikhar jayegi.
Zindagi zulf nahi jo phir savar jayegi.
Jo khushi de tumko thamlo daman uska
zindagi ro k nahi hans k guzar jayegi.
Khubsurat hai zindagi KHWAB ki tarhan,
Jane kab tut jaye Kanch ki tarhan,
Mujhe na bhulana kisi Khwab ki tarhan,
Apne DIL me rakhna KHUBSURAT YAAD ki tarhan
Mayoos mat hona, yeh aik guna hota hai
Milta vahi hai jo kismat main likha hota hai
Har cheez milhe humain, yeh zaroori tou nahi
Kuch cheezon ka zikar doosre jahan mein hota hai.