Barish Ka Ye Mousam Koch Yaad Dilata Hai.
Kisi Kay Saath Honay Ka Ehsaas Dilata Hai.
Fiza Bhi Sard Hai Yaadain Bhi Taaza Hai.
Ye Mousam Kisi Ka Pyaar Dil May Jagata Hai.
May you always have walls for the winds,
a roof for the rain, tea beside the fire,
laughter to cheer you,
those you love near you and all your heart
might desire
Yun To Kai Baar Bhigoya Sawan Ne,
Magar Khayalo Ka Aangan Suukha Hi Raha,
Jab Zehan Ki Deewarein Geeli Huyi Us k Tasawwur Se,
Tab Hii Jana Hum Ne Baarish Kya Hoti Hai.
Aaj subah bhagwan ne
‘Dabang’ dekhi aur mood me aa ke kaha
.
.
.
.
Aaj aisa Mousam Banayenge ki confuse ho jaoge ki sweater pehne ya raincoat…!!
Hud hud dabang dabang dabang..
Ab ke sawan main paani barsa bahut
Paani ki har boond mein woh aaye yaad bahut
Is suhaane mausam mein saath nahi tha koi
Baadlon ke saath in aankhon se paani baha bahut
Bheege mausam ki bheegi si shuruat..
Bheegi si yaad bhuli hui baat..
Wo bheegi si ankhe.. woh bheega hua sath..
Mubark ho apko.. khoobsurat barsaat.
rimzimrimzimrimzm