JANAZA mera uth raha tha,
fir be takliff thi unko aane me,
Bewafa ghar me baithe puch rahe the,
Or kitni der hai "Dafnane" me. . .
10 years ago
Copy
Tags :
Nice Shayri SMS
Zarurat nhi aaj mohabbat ki hame,
kal jab thi tab use ghurur tha,
Hum hi naye the ishq k shahar me jo na jaan paye,
k uska ghar to bewafai k liye mashhur tha.!
10 years ago
Copy
Tags :
Nice Shayri SMS
Socho ke pani se juda hokar ye
Machhliyan kyu tadap kar mar jaati hain
Na maloom tha unko ke nazdikiyanaadat aur
Aadat aksar Zindagi ban jaati ha
10 years ago
Copy
Tags :
Nice Shayri SMS
Ishq duniya hai jiska shahil nahi hota.
Par har dil iske kabil nahi hota.
Rota wo hai jo isme duba hota hai,
Aur rota wo bhi hai jise ishq nhi hota.
10 years ago
Copy
Tags :
Nice Shayri SMS
Chaho To Dil Se Hame Mita Dena,
Chaho To Hamko Bhula Dena,
Par Ye Vaada Karo A Dost,
Ki Jab Yaad Aaye Hamari To Rona Mat Bas Muskura Dena...
10 years ago
Copy
Tags :
Nice Shayri SMS
) मेरे आगोश में मरने की दुवा करती थी !
वो मुझे अपनी जिंदगी कहा करती थी !!
बात किस्मत की हैं जो जुदा हो गए हम !
वर्ना वो मुझे अपनी तक़दीर कहा करती थी !!
10 years ago
Copy
Tags :
Nice Shayri SMS