Muhabbat Nahi Hai Naam Sirf Paa Lene Ka
Bichar Ke Bhi Aksar Dharakte Hai Saath Saath
VAISE BHI...
Mout To Muft Me Badnaam Hai Sahab*
Jaan To Jindagi Leti Hai..........
zindagi me 4 baate jo tumhara sath kabhi nhi chodengi
1. dil ki dhadkan
2. parchhayi
3. khushiyan
4. ek us se Rishta, jiska aap sms padh rahe ho samjhe.
पीपल के पत्तों जैसा मत बनिए, जो वक़्त आने पर सूख कर गिर जाते है। अगर बनना ही है, तो मेहंदी के पत्तों जैसा बनिए, जो सूखने के बाद भी, पीसने पर दूसरों की ज़िन्दगी में रंग भर देते हैं।
Phulon Se Hasin Muskan Ho Apki, chand Sitaron Se Zyada Shaan Ho Apki, zindagi Ka Sirf Ek Ho Maksad Apka, ki Asman Se Unchi Udan Ho Apki. My Best Wishes
Zarurat nhi aaj mohabbat ki hame,
kal jab thi tab use ghurur tha,
Hum hi naye the ishq k shahar me jo na jaan paye,
k uska ghar to bewafai k liye mashhur tha.!