• Categories
  • Nice Shayri SMS   61
  • Chaho To Dil Se Hame Mita Dena, Chaho To Hamko Bhula Dena, Par Ye Vaada Karo A Dost, Ki Jab Yaad Aaye Hamari To Rona Mat Bas Muskura Dena...
  • 10 years ago



    Tags : Nice Shayri SMS
  • MeRi "TaBaHiYON" MeiN "TeRa "HaaTh" "Hai..." MaGaR JaaN-E-MaN ********** MaiN "SaB" Se "KeH "RaHi Hoo "MuQaDaR" "Ki" "BaaT" "Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Nice Shayri SMS
  • JANAZA mera uth raha tha, fir be takliff thi unko aane me, Bewafa ghar me baithe puch rahe the, Or kitni der hai "Dafnane" me. . .
  • 10 years ago



    Tags : Nice Shayri SMS
  • Bhahut roya tha jab mera janam hua tha, Aur Hans rahi thi ye Duniya, magar Doston Ek Din Badala lunga, Hansta hua jaunga aur Royegi ye Duniya…
  • 10 years ago



    Tags : Nice Shayri SMS
  • Kash ke ham unke dil pe raaj karte, jo kal tha wohi pyar aaj karte. Hame gum nahi unki bewfai ka, Bas Armaan tha ke hm bhi apne pyar pe naaz karte..
  • 10 years ago



    Tags : Nice Shayri SMS
  • वादा न करो अगर तुम निभा न सको, चाहो न उन्हें जिसे तुम पा न सको, वैसे दोस्त तो दुनियाँ में बहुत होते हैं, पर एक खास रखो जिसके बिना तुम मुस्कुरा न सको.
  • 10 years ago



    Tags : Nice Shayri SMS
  • Manzile insan ke hausle aazmati hai, Sapno ke parde aankho se hatati hai, Kisi bhi baat se himmat na harna, Thoker hi insan ko chalna sikhati hai…
  • 10 years ago



    Tags : Nice Shayri SMS
  • Koi wada na kar koi irada na kar, khwaishon mein khud ko aadha na kar, ye degi utna jitna likh diya khuda ne, is taqdir se ummed jyada na kar. Pritam Weds Prachi
  • 10 years ago



    Tags : Nice Shayri SMS
  • Zarurat nhi aaj mohabbat ki hame, kal jab thi tab use ghurur tha, Hum hi naye the ishq k shahar me jo na jaan paye, k uska ghar to bewafai k liye mashhur tha.!
  • 10 years ago



    Tags : Nice Shayri SMS