• Categories
  • Nice Shayri SMS   61
  • Bhahut roya tha jab mera janam hua tha, Aur Hans rahi thi ye Duniya, magar Doston Ek Din Badala lunga, Hansta hua jaunga aur Royegi ye Duniya…
  • 10 years ago



    Tags : Nice Shayri SMS
  • samjha na sake apko zakham jism per hai per bata na sake apko maaf karna mere dost per kismat ne hi majbur kar diya dosti aapse ki aur apko hi rulake dukh de diya
  • 10 years ago



    Tags : Nice Shayri SMS
  • Kash ke ham unke dil pe raaj karte, jo kal tha wohi pyar aaj karte. Hame gum nahi unki bewfai ka, Bas Armaan tha ke hm bhi apne pyar pe naaz karte..
  • 10 years ago



    Tags : Nice Shayri SMS
  • Socho ke pani se juda hokar ye Machhliyan kyu tadap kar mar jaati hain Na maloom tha unko ke nazdikiyanaadat aur Aadat aksar Zindagi ban jaati ha
  • 10 years ago



    Tags : Nice Shayri SMS
  • वादा न करो अगर तुम निभा न सको, चाहो न उन्हें जिसे तुम पा न सको, वैसे दोस्त तो दुनियाँ में बहुत होते हैं, पर एक खास रखो जिसके बिना तुम मुस्कुरा न सको.
  • 10 years ago



    Tags : Nice Shayri SMS
  • Muhabbat Nahi Hai Naam Sirf Paa Lene Ka Bichar Ke Bhi Aksar Dharakte Hai Saath Saath VAISE BHI... Mout To Muft Me Badnaam Hai Sahab* Jaan To Jindagi Leti Hai..........
  • 10 years ago



    Tags : Nice Shayri SMS
  • पीपल के पत्तों जैसा मत बनिए,
    जो वक़्त आने पर सूख कर गिर जाते है।
    अगर बनना ही है,
    तो मेहंदी के पत्तों जैसा बनिए,
    जो सूखने के बाद भी,
    पीसने पर दूसरों की ज़िन्दगी में रंग भर देते हैं।
  • 4 years ago



    Tags : Hindi Thoughts (Suvichar) SMS , Hindu SMS , Nice Shayri SMS , Hindi Shayari , Hindi Message
  • Koi wada na kar koi irada na kar, khwaishon mein khud ko aadha na kar, ye degi utna jitna likh diya khuda ne, is taqdir se ummed jyada na kar. Pritam Weds Prachi
  • 10 years ago



    Tags : Nice Shayri SMS
  • Bewafa Sanam muskurate labo ko aansu pila diya, Mohabbat Ka Karz tha usne chuka diya, Maine kaha dil mein Mohabbat ki roshni kar do, Usne isi bahane Dil hi jala diya...
  • 10 years ago



    Tags : Nice Shayri SMS
  • Ishq duniya hai jiska shahil nahi hota. Par har dil iske kabil nahi hota. Rota wo hai jo isme duba hota hai, Aur rota wo bhi hai jise ishq nhi hota.
  • 10 years ago



    Tags : Nice Shayri SMS