Ek Raat Light Chali Gayi..
Sardar- Oye Kam Se Kam Fan To Chalao !
Sardarni- Kar Di Na Sardaron Wali Baat!
Fan On Karenge To Mombatti Bujh Nhi Jaayegi !
SARDAR:- Yar iska matlab kya hota hai, "I AM GOING"?
FRIEND:- Main jaa raha hun.
SARDAR:- Saaley, aise kaise jayega, 20 aur bhi aise ja chuke hain....answer bata ke jaa..
सरदार जी की माँ : पुत्तर तुझे यहाँ से जालंधर जाने में 1 दिन लगा और वापस आने में 3 दिन लगे , वो भी नयी कार से ऐसा क्यों ?? .. .. सरदार जी : माँ ! ये कार बनाने वाले भी पागल हैं ! आगे जाने के लिए 4 गियर बनाये हैं , और वापस आने के लिए केवल 1 ही रिवर्स गियर बनाया है !
Some1 Wrote 2 Sardar,
"Agr Tum Zaheen Ho To Rs100 Bhejo.
Hosihyar Ho To 200. Agr Dono Ho To 300 Bhejo"
Sardar Sent Rs 600 N Wrote,
"O-A Main Sabka Baap Hu
‚ New sardar sms jokes ‚
Ek sardar nikkar daal k cycle chala rha tha..
To ab kya vo cycle b na chalaye?
Jaan le lo sardaron ki..
Har baat me joke chaiye..
A Sardar Prays Daily For 2 Hours
"Hey Vahey Guru Meri Lottery Lagade.
After 11 Yrs Vaheguru Angrily Appears &
Says
-Oey Uloo De Pathay Ticket To Le Le.
Sardar: Dr. Aap ne kaha tha k subha uth kr khelnay se sehat achi rehti hai Pr mjhe koi farq nai para
Doctor: konsa kheil kheltay ho?
Sardar: CHiri UDI KAAN UDA:-)
3 sardaro ko 1 bike pe dekh Traffic Police ne rukne ka ishara kiya.
Sardar chalti bike per se bola-
Abe pagal ho gaya hai kya?
Tu kaha baithega.....???
Sardar Sir K Sath Sath Kandho Par Bhi Shampoo Laga Raha Tha.
Wife - Kandho Pe Shampu Kyo Laga Rahe Ho?
Sardar - Pagli Ye Koi Aam Shampu Nahi Hai Ye Head
3 sardar after exam
1st:Yaar mujhey kuch nahi ata tha
main paper khali chor aya hon.
2nd: Main bhi!
3rd:Shit yaar, teacher samjhe
gi hum ne cheating ki hay:p