Ek sardar apni behen ke sath auto me ja raha tha
auto wala:sahab apni mashuka ke sath kahan ja rahe ho
sardar:mashuka hogi teri sale meri to behen h
hahahahaaa......
Sardar: Shirt K Liye Kapda
Dikhaiyeh?
Salesman: Plain Me Dikau?
Sardar: Nai Helicopter Me Dikha
Saale Bandar Ki Aulad
Sardar Naam Pe Mazaak Udata Hai.!
Sardar ko gali me 100 ka note mila
Jispe likha tha HAPPY NEW YEAR.
Usne apni jeb se 100 ka note nikala or
Uspe SAME 2 U Likh kr wahi pe rakh diya.
Singh is King
:: Best sardar jokes ::
Sardar GUN ly kr Darwaazay pr Kharaa huaa thaa
Wife: y r u standing here?
Sardar: Sher kaa Shikaar karnay jaa Rahaa hun
Wife: Tou Jao
Sardar: Kaise Jaon bahar KUTTA Kharaa hei
Sardiyo me bhainse kam dudh
deti hai
Issliye
mahilao se guzarish hai
mushkil waqt me saath de
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Doodh Garm karte waqt dudh
faatne na de.....he he he he ///sss///
एक गुजराती बादाम बेच रहा था सरदार ने पूछा ये खाने से क्या होता है ? गुजराती : दिमाग़ तेज़ होता है .. सरदार : केसे ? गुजराती : अच्छा ये बताओ 1 किलो चावल में कितने दाने होते है सरदार : पता नही … गुजराती ने उसको बादाम खिलाया और बोला , बताओ 1 दर्जन में कितने केले होते है ? सरदार : 12 गुजराती : देखा दिमाग तेज़ हो गया ना सरदार : 2 किलो दे यार , कमाल की Chige Hai.
Sardar:Raat mujhe ek aadmi ne chaku dikhakar loot liya.
Friend:Lekin tere pas to hamesha Gun hoti hai.
Sardar:Wo maine chupa di thi, warna wo bhi chori ho jati
Sardar in Hotel-
Mai Yaha Nai Rahunga,
Mere Paise Wapas Karo!
Itna Chota Room?
Mujhe Jaanwar Samjha Hai kya?
Waiter- Mere bap!
Room Me Chal,
Ye Lift HAI.
Teachr-Chand par pehla kadam kisne rakha tha?
Sardar- Neil Armstrong.
Teachr- Aur dusra?
Sardar- Teri to... Dusra v usi ne rakha hoga
Langda thodi na tha wo.
1 sardar ne apne 6 month k baby ki birthday party arrange kr li,
Kisi ne pucha:
6 month k baby ki birthday kese?
Sardar: hmary haan semester System hai.