~;;~ Sweet friendship sms in hindi for your best friend ~;;~
zindagi me 4 baate jo tumhara sath kabhi nhi chodengi
1. dil ki dhadkan
2. parchhayi
3. khushiyan
4. ek us se Rishta, jiska aap sms padh rahe ho samjhe.
FRIEND means
f=free frm all formalities
r=right to say any thing
i=in anyway
e=either good or bad
n=no sorry no thnx
d=daantna peetna allowed 24 hours ;-)
Gull Voh Jo Gulshan Ko Apni Khushboo Se Mahakaa De,
Sitaara Voh Jo Apni Roshni Se Aasmaan Ko Chamka De,
Rishte Voh Jo Zindagi Jeene Ka Pyaara Sa Ahsaas Jagaa De,
Aur Saccha Dost Voh Jo Hamaari Zindagi Ko Khushiyo Se Sajaa De…
Pyar Itna Karo Jisme Dard Na Ho,
Barosa Itna Karo Jisme Koi Shak
Na Ho, Intezar Itna Karo Jisme
Koi Waqt Na Ho, Aur Dosti Itna
Karo Jisme Koi Nafarat Na Ho..
Dil Se Likhi Baate Dil Ko Chhu
Jati Hai, Yeh Aksar Ankahi
Baat Keh Jati He, Kuch Log
Dosti Ke Mayne Badal Dete
Hai, Or Kuch Logo Ki
Dosti Se Duniya Badal Jati Hai.
" सागर के किनारो पे खजाने नहीं आते।
पल जो फीसल गये हाथ से
वो दुबारा नहीं आते।
"जी भर के जीलो इन हसी पलो को जनाब।
क्योंकी....
फीर लौटके वो दोस्ती के जमाने नहीं आते।"
Dost aisi tadap hai jo dil se nahi nikala jata,
Dil mein chupi aag ko bujahaya nahi jata,
Kitni bhi duri ho dosti mein,
Aap jaise dost ko bhulaya nahi jata.
Swee2
pyaar sabd nahi jo mit jaye...umar nahi jo kat jaye,.safar nahi jo manzil paye...ye doshti wo aehsaash hai jiske liye agar jiya jaye to zindagi kam pad jaye.?
dil ki baat dosto ko kahein dusman ko nahi dost ushse kare jo dushman nahi .yeh jo bhi dost mile hamse badkar mile .dost kabhi kisise dushmani nahi karna sabse badkar dosti badana
Karni mujhe khuda se kuch fariyad baki hai.
Hame unse kehni kuch baat baki hai.
Maut aayegi to keh denge zara ruk,
Abhi mere dost se ek mulakat baki hai
Yeh Bahana Woh Bahana Mout Ka Bhi Kya Thikana,
Beej Se Jangal Ugakar Gul Khilana Gul Jhadana,
Khaatme Ka Sabab Hai Jo Us Se Asli Hai Dostana,
Bhid Ke Beech Ki Saajish Haadson Ka Sir Uthana,
Char Din Ki Jindgani Kya Kisi Ka Dil Dukhana,
Karishma Hai Sabse Achha Aadmi Ka Khil Khilana,
Thoda Thoda Sabki Khatir Apne Andar Kuchh Bachana,
Faksafa Hai Ek Yeh Bhi Raham Karna Bhool Jana…