Kabhi Woh Samny Aa Kr Mujhe Mila Bhi Nahi
Me Us Se Baat Karu Itna Hosla Bhi Nahi.
Wo Mangta Hai Sitaron Ki Roshni.
Mere Pas To Miti Ka Ek Diya Bhi Nahi.
If sum1 cums in2 ur lyf n bcms a prt of u,
bt 4 sum rison s/he couldnt stay,
dnt cry 2 much..
Jus b glad tht ur paths crosd n sumhw s/he made u hapy evn 4 a wile.
kaha the hum hosh me jo kisi ko sahara dete,
yehi bhut tha kehar gum pe muskura dete,
agar chere pe hote zakham dil ke,
tokasam se hum aaine ko bhi rula dete
Zindagi Tu Ne Mujhe Bahut Kuch Sikhaya Hai.
Har Shaam K Baad Subah Hi Tu Ne Bataya Hai.
Dubti Kaise Hi Kashti Jab Saahil Ho Nazar Mein.
Ye Manzar Bhi Tu Ne Hi Mujhedikhaya Hai.
Jin Hatho Se Likhe The Khat Unko.
Unhi Hathon Se Un Khatoon Ko Jalaya Hai.
Tumhari mithi baten sun kar pyar ho gaya,
Tumhari hasi is dil ko bha gaya,
Tum mere ho naa sake to kya hua...
Tumhari gum bhi zindegi ka sahara ban gaya.
Dard ke aalam mai hum muskura rahe hai,
door rahane wale hamen yad aa rahe hai,
hum lekar baithe hai yaden jinki,
wo hamari yaden apni dil se mita rahe hai.
Kadam kadam pe baharon ne saath chhoda,
zaroorat padne par yaaron ne saath chhoda,
vaada kiya sitaron ne saath deneka,
subah hone par sitaron ne bhi saath chhoda..
A True Heart In Love Never Loses Hope..
But
Always Believes In The Promise Of Love..
No Matter How Long The Time..
How Confusing The Circumstances..
And
How Far The Distance..!
Hmne Unki Khatir Apni Zindagi Luta Di
Unhone To Apne Dil Se Meri Yaad Hi Mita Di
fir Bhi Aaj Tk Puch Na Sake Hum Unse..
Ki Unhone Hame Kis Baat Ki Saza Di.
Aansoo Ko Aankho Ki Dahlij Par Laya Na Karo
Apne Dil Ki Halat Kisi Ko Bataya Na Karo
Log Mutthi me Namak Liye Ghumte Hai
Apne Jakham Kisi Ko DikhayaNa Karo
Sukoon Milta Hai Sirf Aapki Baahon Me..
Sama Lo Mujhko Aap Apni Panaaho Me..
Khwaab Nahi To Mujhe Ashk Hi Bana Lo..
Kuch Pal Ke Liye Hi Thairungi Aapki Nigaaho Me..!
Agar tum usko na pa sako jis ko tum chahty ho
To usay Zaror apna Lena jo tumhen chahte ha!
kyun k?
chahny se chahey jane ka Ehsas ziyada khubsorat hota he.
Majbooriya hamari wo jan na sake,
Guzarishe hamari wo maan na sake,
Kahte hai wo marne ke baad bhi yaad rakhege hamey,
Jo jite ji hame
"PÅHÇHAAÑ" na sakey..
Humein izhaar karna nahi aaya…
Unhe pyaar karna nahi aaya…
Hum bas dekhte hi reh gaye…
Aur waqt ko thamna nahi aaya…
Woh chalte chalte itne door chale gaye…
Humein rokna bhi nahi aaya…!!