A CHAND Tu unko Mera pegham keh dena…
Khushi ka Din aur Hansi ki Sham keh dena…
Jab wo dekhe Tujhe bahir aa ker…
Unko Meri tarf se Eid Mubark keh dena.
XcusE mE..
Agar Abhi Soye Nahi Ho aur Msg Parh Rahe hoTo EiD MubArAk..
aur Agar Sogaye Ho aur Msg Subah Parhoge Tou Again EiD MubArAk..!
In ShoRT
[:::] EiD MubaraK [:::]
Zindagi Ka Har Pal Khushiyon Se Kam Na Ho, Aapka Har Din EID Se Kam Na Ho, Yehi Dua Hai Ki Aisa EID Ka Din Aapko Humesha Naseeb Ho..!!.
Eid Mubarak To You.
Subha jab bhi nikhar dekhna
Sham jab bhi bahar dekhna
Raat ko tanhai mein
Tare jab bhi her baar dekhna
Pyar ko sada abaad rakna
Pyar ko Eid k lamhon me yaad rakhna
Ramzaan Ka Mahina Bhi Kitna Ajeeb He
Jo Rozedar He Wo Allah Ke Kareeb He
A Momino Tum Hargiz Na Karna Roze Ko Kaza
Is Mah Ko Jisne Pa Liya Wo Bahot Khusnaseeb He.
Sada haste raho jaise haste hain phool,
Duniya ki sare gham tumeh jaye bhool,
Charo taraf phalao khushion ka geet,
Eisi ummid ka sath Yaar tumhe… MUBARAK ho EID
Hum app ki yaad main udas hain,
Bas app say milnay ki ass hay,
Chahay dost kitnay hi kion na hoon,
Mere liye tp app hi sab se khas hain
Eid Mubarak To My Cute, Sweet and Special Friend.
Khushio’n Ki Is Ghari Me Gar Teri DeedHoti
Kitni Haseen-0-Dil’kash Phr Apni EidHoti
Baham Nazar Ka Milna Kaif-E-Kamal Hota
Nazuk C Larzish-E-Lab Harf-E-NaveedHoti
Ji Bhar K Dekhta Main Ru-E-Jameel Tera
Bazm-E-Wisal-Yaraa’n Sa’ad-O-SaeedHoti
Ujli Rafaqato’n Ka Phr Ek Chaman Sa Khilta
Pal Bhar Ko Zindgi Phr Gham Se Ba’eedHoti …
EID MUBARAK
Ye sanam Guzre hue wasal ke din raat
bhool ja
Milne na deinge ab hamein halaat bhool ja
Mausam badal gaye hain zamana guzar
gaya
Ae dost tu bhi eid-e-mulaqaat bhool ja….
Eid Mubarak….
Kash hum ek SMS hotay
bas aik click mey aap ky paas hoty
mana k aap hamy delete kar daitey
laikin kuch dair k liye tou hum aap ky paas hoty
or
bari khushi say kehtay EID MUBARAK
Eid ek saal main 2 times hote hai na...
Saccha pyaar zindagi main ek bar hoti hai na...
Tumhara yaad har saso main hota hai na...
Eid main sab kushiya hoti hai na...
Thanks jano...tumhara saath meri lye bohot hai...
Aaj Eid hai wow, maine soccha meri Eid EVERYDAY hota hai...
Tum jo meri dil main hon...
Dua hai meri Allah se tumko Life main sab kushiya hon...
Especially 4 u jano **EID - MUBARAK**(