Socha kisi apne se baat kare,apne kisi khas ko yaad kare,kiya jo faisla JANMASHTMI ki subhkamna dene ka,dil ne kaha kyo na aapse suruaat kare.. Happy Janmashtami.
गोपाल सहारा तेरा है.
नंदलाल सहारा तेरा है.
तू मेरा है मैं तेरा हूँ.
मेरा और सहारा कोई नहीं.
तू माखन चुराने वाला है.
तू चित को चुराने वाला है.
तू गौयें चराने वाला है,
तू बंसी बजाने वाला है.
तू रास रचाने वाला है.
Happy Janmashtami.
Mishri Se Mithe He Krishna Ke Bol,
Koi Kaise Lagaye Unka Mol,
Heere Se Jyada He Krishna Anmol,
Itni Taarif Ki He Pyaare,
Ab To "Jay Shree Krishna" Bol.
Happy Janmashtami To All My Friends
Kale Kale Kanha ka
Janam Divas
Radhe k Bhole ka
Kanha ka Janam Divas
Devki -Yashoda ke
Kahna ka Janam Divas
Hum sabhi ke pyare
Kanha ka Janam Divas
Mubarak Ho, Mubarak
Ho..........
Mishri Se Mithe Hai Krishna Ke Bol,
Koi Kaise Lagaye Unka Mol,
Heere Se Jyada Hai Krishna Anmol,
Itni Taarif Ki Hai Pyaare,
Ab To "Jay Shree Krishna" Bol.
Happy Janmashtami To All My Friends
माखन चुराकर जिसने खाया..
बंसी बजाकर जिसने नचाया..
ख़ुशी मनाओ उसके जन्म की,
जिसने दुनिया को प्रेम सिखाया।
कृष्ण जन्माष्टमी की शुभ कामनायें ....
Happy Janmashtami.
AKHAN CHOR NANDKISHOR,
BANDI JISNE PREET KI DOR!
HAREY KRISHAN
HAREY MURARI,
PUJTI JINHE DUNIYA SARI.
AAO SAB MIL KE JANMASTHMI PARV MANAYE!!!
JAI SHREE KRISHNA !!!!!!!
IN ADVANCE