Yun durr rehkar duriyon ko badaya nahi karte,
Apne deewano ko sataya nahikarte,
Har waqt bas jise tumhara khyal ho,
Usey apni awaaz ke liye tadpaya nahi karte
Hum ne use pan ke liye sab kuch chod diya,
usne bhi pan ke liye sab kuch chod diya par,
farq sirf utna tha usne,
humne use pane ke liye sab kuch chod diya,
aur
usne sab kuch pane ke hume chod diya
Wo baat kya karu jiski khabar hi na ho
wo dua kya karu jisme asar hi na ho
Kaise keh du aap ko lag jaaye meri umar
kya pata agle pal meri umar hi na ho
Kadam kadam pe baharon ne saath chhoda,
zaroorat padne par yaaron ne saath chhoda,
vaada kiya sitaron ne saath dene ka,
subah hone par sitaron ne bhi saath choda.
Apni to mohabbat ki bas itni kahani hai,
Tooti hui kashti hai tehhra hua pani hai,
Ek phool kitabon me dam tor chuka hai,
kuch yaad nahi aata, yeh kiski nishani hai.
Style of break up:
Boy bought gift for His Girl friend-
GF:Wat the hell would I do with this rocket?
Boy: U wanted stars na?
Now sit on it and GET LOST.
Do pal ki zindgani yahi bit jayegi,
har kali raat ke baad nayi subah aayegi,
agar khas logo ki yaad satayegi to,
kasam se apki yaad sabse pahle aayegi.
निकाल दूंगा तुझे :bride_with_veil: में अपनी_ज़िन्दगी :earth_africa: से भीगे कागज़ :page_with_curl: की तरह, ना लिखने :pencil: के काबिल छोडुंगा ना जलने :fire: के.