Kitni Hasrat Thi Hume Unhe Dil Mein Basane Ki,
Aaj Soch Ke Hi Aankho Se Paani AaJaate Hain,
Log Milte Hain Aur Milkar Bichhad Jaate Hain,
Hum Yaha Akele The Aur Akele Hi Reh Jaate Hain.
निकाल दूंगा तुझे :bride_with_veil: में अपनी_ज़िन्दगी :earth_africa: से भीगे कागज़ :page_with_curl: की तरह, ना लिखने :pencil: के काबिल छोडुंगा ना जलने :fire: के.
Chup Hontho ki juban ye ansoo hote hain
Jo chup rahte hain fir bhi behte hain
Aur in aasuon ki kismat to dekhiye
Ye unke liye behte hain jo in ankhon mein rehte hain.
Bina btaye usne na jane Q ye duri kardi,
Bichad ke usne mohabbat hi adhuri kardi,
Mere muqaddar me gham aaye to kya hua,
Khuda ne uski kwahish to puri kardi..
Na Kar Tamanna Aye Dil Tu Use Pane Ki,
Bahot Hi Bedard Hai Nigahein Is Zamane Ki,
Khud Ko Kabil Bana Le Kuch Is Tarah Raaj,
Log Tamanna Rakhe Tujhe Hi Pane Ki.
Love hurts when u breakup with some 1.
Hurts even more when some 1 breaks up with u
But love hurts the most when the person,
You love has no idea how u feel.
Aansu ko bahot samjhaya tanhai me aaya karo,
Mehfil me hamara mazak na udaya karo,
Ispar aansu tadap kar bola,
Bhari mehfil mein aapka dil akela na rahe,
Itna bus usse samjhaya karo.