Dosti ki raho me kabhi akelapan na mile ae dost zindagi me tumhe kabhi gum na mile dua karte hai hum khuda se tumhe jaha v dost mile hum se kam na mile.
What gems of painting or statuary are in the world of art,
or what flowers are in the world of nature,
are gems of thought to the cultivated and the thinking.
हमे एक घर बनाना था ये हम क्या बना बैठे?
कहीं मंदिर बना बैठे, कहीं मस्जिद बना बैठे..
होती नहीं फिरकापरस्ती परिंदों में क्यूँ?…
कभी मंदिर पे जा बैठे, कभी मस्जिद पे जा बैठे…
Jab Tune Mujhe Bataya Tha Ki Pyar Tu Mujh Se
Karti Hai,
Tab Armaan To Pyare Se Kuchh Mere Bhi Dil Me
Jaage The,
Ik Pal Ko Ye Ehsaas Hua Ye Duniya Jaise Jannat
Hai,
Ya Shayad Us Pal Ke Nazraane Jannat Se Bhi Aage
The,
Zindagani Ke Safar Me Ik Vo Hi Manzar Haseen
Tha,
Dil Ki Bandisho Se Phir Yu Paar Aana Lazmi Tha.
Has Kar Jeena Dastoor
Hai Zindagi
Ka
Ek Yehi Kissa Mashhoor
Hai Zindagi
Ka
Beete Huye Pal Kabhi Laut
K Nahi
Aate
Yehi Sabse Bada Kasoor
Hai Zindagi
Ka..
Ek Saccha Dil Sabke Paas Hota Hai,
Phir Kyun Nahin Sab Par Vishwaas
Hota Hai, Insaan Chaahe Kitna Bhi
Simple Kyun Na Ho, Wo Kisi Na
Kisi Ke Liye Zaroor Khaas Hota Hai.
To,
The Khas Log,
In My Life
Sub – I Mis U Lot.
Oye Suno,
I Beg 2 Say Tht, I M Alone
Just Hving Ur Memories,
So Kindly Miss Me So Tht
I Can Get A Hichki
Your Sweet ..
Dali Par Baithe Hue Parinde Ko Pata Hai,
Ki Dali Kamzor Hai,
Fir Bhi Wo Us Dali Par Baitha Rehta Hai,
Kyu.?
QKi Usko Dali Se Zyada Apne Pankh Par Bharosa Hota Hai.
Ek Choti Si Baat Jise Bahut Kam Log Samjhte He...
"Aasu Tab Nahi Aate,
Jab Aap Kisi Ko Kho Dete Ho,
Aasu To Tab Aate He
Jab Aap Khud Ko Kho Kar Bhi
Kisi Ko Pa Nahi Sakte...!!
I Love U Because, I Cant Live
Without U. I Miss U Because
I`m Addicted To Ur Company.
I Like U Because No 1 Is So
Sweet Like U. I Want U Because
You Make Me Feel Safe.
I Need U Because U R My World!
Log kehte hai hatho ki lakire adhuri ho to kismat mei mohabbat nahi hoti...
Lekin hum kehte hai ki agar hatho me uska hath ho to lakiro ki bhi zarurat nahi hoti.