r Kisi Ka Haq Nhi Bnta:
Hamari "Ishq" Ki Dukaan Hai
"Ishq" Le Jaya Karo
Kabhi Rona Nhi Hardam Mushkuraya Karo
Hum Lete Nahi Paise
"Ishq" Ke Badle
Bs Apne Sare Gum Hme De Jaya Karo.
Har aaina ke kismt me tasvir nhi hoti, har insan ki ak jaisi takdir nhi hoti, hm to bahut khusnsib hai wrna, har kisi ke hantho me mohbbt ya dosti ki lkir nhi hoti... SP.
Wo kahte hai dil pe bharosha itna nh krte,
ham kahte hai mohabbat me socha nahi karte
wo kahte hai najro se dur par dil ke pas hu,
hamne kaha sapno se dil ko bahlaya nh karte,
DIKESHBANJARE
Ek Toote Hue Dil Ki Aawaaz Mujhe Kahiye;
Sur Jismein Hai Sab Gum Ke Woh Saaz Mujhe Kahiye;
Main Kaun Hoon Aur Kyaa Hoon Kiske Liye Zindaa Hoon;
Main Khud Bhi Nahi Samjha Woh Raaz Mujhe Kahiye!
~ ♥ …. People always think that the most painful thing….
Is losing the one you love in your life….
The truth is, the most painful thing is losing yourself….
In the process of loving someone too much…
Forgetting that you are special too …. ♥ ~
गुनगुनाये हैं बहुत,ये धुन पुराना हो गया ।
इक तू दीवानी हो गई, इक मैं दीवाना हो गया ।
मुझसे वादा ले लिया मिलने का, फिर ये कह रही,
नींद थोड़ी लग गई ,ये तो बहाना हो गया ।
Na Chair Qissa E Ulfat Bari Lambi Kahani Hai..
Mein Zindagi Se Nahi Hara Kisi Ki Bat Mani Hai..
Badi Lambi Kahani Hai, Tuhmhey Leikin Sunani Hai
Tera Ghum Jaan Leva Par Teri Yadeein Suhani
Hain
Ghamoon Ko Chor Hum Deitey,Sakoon Ko Tham Hi
Leitey
Ghamoon Sey Kya Karein Leikin, Bari Yari Purani
Hai