I LOVE YOU
YESTER DAY,I LOVE YOU TO DAY...
I WILL LOVE YOU TOMOROW...
I LOVE YOU FOR EVER AND EVER DO YOU KNOW?
AT THIS MOMENT I AM MISSING YOU TOOO.....
Zindgi Bahut Kuch Sikhati Hai,
Thoda Rulati Thoda Hasati Hai,
Khud Se Jyada Kisi Par Bharosa
Mat Karna, Kyoki Andhere Me
Parchai Bhi Sath Chhod Jati Hai.
By
D chuli
3 boys proposed a girl
.
1st:"Mai tumhare liye apni jaan
desakta hu
.
Girl:"Wo to sab kehte hain
.
2nd:"Mai tumhare liye chand taare
tod kar la sakta hu
.
Girl:"Purana dialogue hai
.
3rd:"Main tumhari ACTIVA me Roz 1
ltr Petrol dalwaunga
.
.
.
Girl:"Ankho me ansu k sath Pagal itna
chahta hai mujhe..
By -rahul
जब किसी जरुरतमंद की
आवाज़ तुम तक पहुंचे
तो परमात्मा का शुक्र
अदा करना...
की उसने अपने बंदे की मदद
के लिए तुम्हे पसंद किया हे।
वरना वो तो सबके लिए
अकेला ही काफी हे।
Uski Itni Si Inayaat Bhi
Bahut H Mere Liye Uski
Dushmani Bhi Chahat H Mere
Liye Wo Muje Chahe Ya Na Chahe
Unka Muskura Ke Dekhna
Zndgi Me Chahat H Mere Liye.
DIL KE BAJAR ME DAULAT NAHI DHEKHI JATI
PYAR HO JAYE TO SURAT NAHI DHEKHI JATI
EK SATHI PE LUTA DO SAB KUCHH
KYO KI PASAND HO CHIJ TO KIMAT NAHI DEKHI JATI
BY
FAIYAZ ALAM
Ek pahchan hajaro Dost bana deti hain,
Ek muskaan hajaro gum bhula deti hain
Zindagi ke safar me sambhal kar chalna
Ek galti hajaro sapne jala kr raakh kar deti h
(VIKANT)