Itna Sa Yad Rakh Mujhy
Jesy Kisi Kitaab Main
Beetay Dino K Dost Ka
Ek Khat Para Hua Mily
Lafaz Mity Mity Se Hon
Rang Ura Ura Sa Ho
Lekin Wo Ajnabi Na Ho
Bhooley Hue Tamaam Dukh
Guzray Hue Tamaam Sukh
Beetay Dino Ka Sab Kuch
Tujh Se kahy 0r Ro Pary
Bas Itna Sa Yad Rakh Mujy
K Jab Kabi
Baat-Be-Baat
Yad Humari Aa Jaye
To Thora Sa Muskura Lena
Or Dil Ko Ye Samja Lena
Nadaan Sa Tha Par Acha Tha
Ik Dost Hamara Sacha Tha..!!!
Meri Har Ek Ada Mein Chhupi Thi Teri Mohabbat,
Tune Mehsoos Na Ki Ye Aur Baat Hai,
Maine Har Dam Tere Hi Khwab Dekhe,
Mujhe Tabeer Na Mili Ye Aur Baat Hai,
Maine Jab Bhi Tujhse Baat Karna Chahi,
Mujhe Alfaz Na Mile Ye Aur Baat Hai,
Main Teri Mohabbat Ke Samundar Mein Door Tak
Nikli,
Mujhe Saahil Na Mila Ye Aur Baat Hai,
Qudrat Ne Likha Tha Tujhko Meri TaQdeer Mein,
Teri Qismat Mein Main Na Thi Ye Aur Baat Hai...iiii
ना हम शैतान से हारे, ना हम हैवान से हारे,
कश्मीर में जो आया तूफान, ना हम उस तूफान से हारे,
यही सोच कर ऐ पाकिस्तान, हमने तेरी जान बक्शी है,
शिकारी तो हम है मगर, हमने कभी कुत्ते
नहीं मारे..??
True Love
Subah Uth Ke Ankhe Kholne Se
Pehle Kisi Ka Chehra Dekhne Ki
Ichha Ho Vo Pyar Hai,
Mandir Me Darshan Krte Waqt Kisi
k Pas Khade Hone Ka Ehsas Ho Vo
Pyar Hai, Pure Din Ki Thakan Jiske
Sath Bethne Ki Kalpna Se Hi Dur Ho
Jaye Vo Pyar Hai, Sir Kisi Ki God
Me Rakh K Lage Ki Man Halka Ho Gya
Vo Pyar Hai, Lakh Koshish Kar K Bhi
Jise Nafrat Na Kr Sake, bhul Na Sake
Vo Pyar Hai,
Or
Ye Padhte Waqt Jiska Chehra Nazark
Samne Aaye To Hi Aapka Pyar Hai.
I will Leave Something Special For you When I Leave this World
Few Memories In Your Heart
Some Tears In Your Eyes
My Name on Your Lips
My Absence in Your Life
I love you.
A Loving And Caring Person Is Very Important In Life..
Bcoz
When That Person Is With U
U Will Learn How To Live..
And
When That Person Leaves U
U Will Learn How To Survive..!
Ajeeb Dastaan HaiMere Afasane Ki,
Maine Pal
Pal Koshish Ki Tere Paas Aane Ki,
Kismat Thi Meri
Ya Sazish Zamaane Ki,Door HueItna Jitna Umeed
The Kareeb Aane Ki!!
Jena Mate 1000 Dukh Sahevay Te Prem 6e
Jena Vagar 1 Pal Na Rahevay Te Prem 6e
Hoy Chahat Ghani Tene Pamvani
Pan Same Aave Tyare Kahi Na Sakay Tej PREM 6e.