neelam name ki ek ladki the hum to payar nahi karte the magar o mujhse payar karte the hume bahut bura lagta tha magar o har nahi mani mujhe tadpa diya pahli,bar kisi ladti ke liye roya mai aajh tak usi ke bare me sochte rahte hai ab o kabi chat me aa bhi,jati the aab o nahi aati har din usi chat par na dekhu to chai nahi aata hai use dekhe hune 8 month ho gaya maine bhi nahi hara main bhi ek giral friends dundh liya
Wo aati hai mujhe staane ke liye,
Me jaata hun use manane ke liye,
Wo kahti hai tum mujhse pyar nahi karte,
Or me kahta hun ki tere siva hum kisi or ko yaad nahi krte,
Usne mujhe chod diya kisi or ke liye,
Or humne bi chod di duniya sirf usi ke liye.
मौत के पास भी जाकर देखा है,
मैने भी दिल लगा कर देखा है!
चाँद को लोग दुर से देखते है,
मैने चाँद को पास बुला कार देखा है!
इश्क की किमत पुँछ लो मुझसे,
मैने घर तक लुटा कर देखा है!
प्यार तो भीख मेँ भी मिल जाता है,
मैने तो दामन को भी फैला कर देखा है!
एक शंक्स है जो भुलता नही मुझसे...
मैने सारी दुनियाँ को भुला कर देखा है...!OR!
Kabhi pehli baar school jane me darr lagta tha,
Aaj har rasta khud hi chunte hai..!!
Kabhi mummy-papa ki har baat sacchi lagti thi,
Aaj unhi se jhuth bolte hai..!!
Kabhi chhoti si chot kitna rulati thi,
Aaj dil toot jata hai phir b sambhal jate hai !!
Ek din tension ka meaning maa se puchna padta tha,
Or aaj tension pr book likh sakte hai..!!
Sach, zindagi ne bahut kuch sikha diya..!
Na jaane humko itna bada kyun bana diya..!
Na jaane humko itna bada kyun bana diya..!
Wo mehandi lage hath dikha ke royi,
Main kisi or ki hun ye bta ke royi,
Shayd use zindagi bhar ki judaai ka khayal aaya tha,
Wo mujhe sine se laga ke royi,
Jo kahti thi ke tumhare bina me ek din bi zinda nahi rah sakti,
Or aaj wo ye baat dohra ke royi,
kese uski mohabbt pe shaq karte hum,
kyo ki wo bhari mahfeel me mujhe gale laga ke royi
Mohabbat mein
mohabbat se gala
kato to behtar hai,
mohabbat karne
walo ko larae zahar
lagti hai.
Tumhare mushkurane
par maza leti hai,
Emli bhi,
magar jab ruth jate
ho to mithae bhi
zahar lagti hai.
1 Ladki Ko Anguthi Chahiye Thi,
Lekin Uske Boyfriend Ne Use Anguthi K
Badle Me 1 Teddy Bear Dia.
Gusse Me Ladki Ne Us Teddy Bear Ko
Road Pe Fek Dia.
Boyfriend Teddy Bear Lene Road Pe Gaya
Lekin Tabi Peche Se Ek Car Ne Use Takkar
Maar Dia Or Wo Ladka Wahi Mar Gaya.
Uske Antim Sanskar K Din Us Ladki Ne
Teddy Bear Ko Zoor Se Gale Lagaya Or
Tab Teddy Bear K Andar Laga Hua Machine Bola.
Kya Aap Mujse Shadi Karoge,
Anguthi Mere Pocket Me He
Mujhy Jeenay Ki Umeed Dobara Dey Do,
Meri Doobti Kashti Ko Kinara Dey Do,
Main Dard Ke Sahil Pey Tanha Khara Hun,
Phir Aa Ke Apni Baahon Ka Sahara Dey Do,
Tera Daaman To Bhara Hay Sitaron Say,
Mujhy Sadqay Me Ek Sitara Dey Do,
Mery Aangan My Aj Andhera Ha Bohat,
Meri Dehleez Ko Phir Apna Nazara Dey Do,
Chand Lamhey Tujhey Dekhney Ki Hasrat Hey Bass,
Maine Kab Kaha Ke Waqt Apna Mujhey Sara Day Do.. ??
Heart touching must read:)
Ek din ek ladke ki girlfrnd ka
BIRTHDAY tha.
Boy was not in that city.
So, he ordered 24 RED ROSE for his
girlfriend.
He called her up.
Dear maine tumhare liye utne ROSE
ain jitni saal ki tum ho gyi ho.
While delivering florist thought: Ye
aajka mera sabse achha customer hai.
Chalo ise 10 ROSE FREE me de deta
hu.
So, he gave 34 instead of 24.
aur aaj tak ladka nahi samajh paya ki
uska BREAK-UP kyu hua..!
DEDICATED TO ALL BOYS
..
..
..
Ladke Pagal Ho Jaatey
Hain Pyar Me,
Baki Kasar Puri Ho Jaati Hai
Intezaar Me.......
..
..
..
..
..
..
..
Magar Ye Dard Ladkiya
Nahi
Samjhti,
Wo Toh Panipuri Khati
Firti Hain
Bazaar Me..
.
.
Or LADKE Pade Rehte
Hain BEER BAR Me............. .!!!!
Kisi Shayar Ne Mout Ko Keya Khub Kaha Hai,
Zindagi Me Koi Do Minute Mere Paas Na Baitha.Aur Aaj Sb Mere Paas Baithe Ja Rahe The.
Koi Tohfa Na Mila Aaj Tak Mujhe Aur Aaj Phool Hi Phool Diye Ja Rahe The,
Taras gaye hm kisi k haath se diye ek kapde ko,
Aur Aaj Naye Naye Kapde Pahnaye Ja Rahe The,
Do Qadam Saath Chalne Ko Tayyar Na Tha Koi Aur Aaj Kafila Bana K Le Ja Rahe The,
Aaj Pata Chala Ke Mout Kitni Haseen Hai Aur Kambakhat Ham Yoon Hi Jiye Ja Rahe The.!!
जिन्दगी जब बेईमानी-सी नजर आने लगेगी,
हर खुशी मेँ एक कमी सी नजर आने लगेगी,
♣
तन्हाईयाँ जब तुम्हेँ याद आने लगेगी,
याद फिर हर घङी तुम्हेँ हमारी आने लगेगी,
♣
सोचोगेँ हर पल हमारे बारे मेँ,
खामोशियाँ भी कुछ कहकर जाने लगेगी,
♣
सुनना चाहोगे पर कोई आवाज नहीँ होगी,
तब उस पल पुकार लेना चले आयेगे हम,
♣
रोशनी भले ही किसी और के साथ गुजारी हो आपने,
हम अन्धेरे मेँ भी साथ निभायेगेँ...!OR♣
Kisi shayar ne"Maut"ko
kya khoob kaha:
"Zindagi me do minute koi
mere
paas na baitha..
aaj sab mere paas baithe
ja rahe the..
koi tohfa na mila aaj tak
mujhe,
aaj phool hi phool diye ja
rahe the..
taras gye hum kisi ke
hath se diye
ek libaj ko,
aaj nye-nye kapde
odhaye ja rahe the..
Do kadam sath na chalne
ko tayar
tha koi,
aaj kafila banakar ja rahe
the..
Aaj pata chala
ke'MAUT'itni hasin hoti
hai,
Kambhakt"HUM"to yu hi
jiyeja rahe the...:))
Wo Pyar Ka Sabot Dikhaya Karta Tha
Ansu Baha Kr Humein Manaya Karta Tha
Yay Zindage Sirf Tum Sy Wabasta Hy.
Aksar Yay Bat Humein Bataya Karta Tha
Us Ki Baton Mein Kuch Aisa Asar Tha,
Main Barish K Bina Hi Bheeg Jaya Karta Tha,
Sone Ki Fursat Ksie Thi.
Wo Humein Sari Rat Jagaya Karta Tha,
Becheni Jb Had Sy Bhar Jati Thi,
Wo Jee Bhar K Gale Lagaya Karta Tha.
Wo Itni Muhabat Karne Wala Badal Gaya.
Jo Her Bat Par Meri Qasam Khaya Karta Tha..
By - OR Dhandhal♥
Tere Hone Par Bhi Khud Ko Tanhaa Samjhoon.
Main Be-Wafa Hoon,
Ya Tujh Ko Be-Wafa Samjhoon.?
Teri Be-Rukhi Se Waqt To Guzar Gaya Hai Mera.
Yeh Khud Daari Hai, Ya Teri Adaa Samjhoon.
Tere Baad Kya Haal Huwa Hai Mera..
Yeh Teri Inaayat Hai, Ya Sazaa Samjhoon.
Zakham Dete Ho Aur Marham Bhi Lagaate Ho",
Yeh Teri Aadat Hai, Yaa Adaa Samjhoo.
By - OR Dhandhal
Very Sad Love Story
1 Ladki or Ladka Car se
ja rhe the
Ladka 1 SMS’Ladki ko
krta ha
Ladki’SMS’Parne se
Pehle hi Ladke ko Kehti
hai k
Muje ab Tumse
Mohabat nhi Me Tume
Chor rhi hun
1 Dam se Tez Raftar
Car
Unki Car se Takrati hai
Ladka Usi Waqt Mar
jata ha
Ladki Bach jati ha
Kuch Der Bad Ladki
Mobile Utha kar
‘SMS’Parti ha to Us k
Ansu Us Mobile pe
Girte hn ‘SMS’ me Likha
tha
“Jis Din Tum Mujko
Chor do gi Mai Mar
jauga”
Respect Ur Love
SAD STORY IN LOVE
LADKA aur LADKI car me khamosi se
ja rahe the LADKA 1 Letter LADKI
ko deta hai LADKI Letter Padhne se
pehle hi LADKE ko kheti hai ki,Mujhe
aab tum se pyar nahi hai,Mai tumhe chhod
rahi hu.Achanak ek tez raftar wali car unki
car se takra gai LADKA usi waqt mar gaya,
LADKKI bach gayi phir LADKI ne wo Letter khola
to uske ANKHON se ANSU gir pade.US Letter me likha
tha "JIS DIN TUM MUJHE CHHOD DOGI USI WAQT HI
MAI MAR JAUONGA"
PLEASE LIKE THIS
wo kitabo ki dukan par jana , wo
dekhane ke liye kitab ka kharidna, wo
bas paise dete shamy use dekhate hi
rahn ,wo raat ko sapn dekhan , wo
aadhi raat ko utha kar baithan , wo
school se bhag kar aana , wo bas din
bhar unke bare me sochan , wo
mammy ki bat sonae na padan , wo
papa ki daat padan ,wo dosto ka
chidn , wo khusurat ankhe , wo ek tarf
pyer , wo mujhe na dekhan ,wo mere
dil tutan , wo hamra rona , wo hamra
barbad hona ,wo himat na karn
Ek bar suno kuch Esa hua Wo
mujhko mili
me us ko mila
Izhar hua
Iqrar hua
Wo chahne lagi
me chahne laga
Use pyar bohat
Mujhy pyar bohat
Phir kuch yun hua
wo chorr gai
mai tott gaya
phir kuch yun mile
wo tanha thi
me akela tha
bas hum do the
or koi na tha
wo rone lagi
me bebas rha na pyar
na hi izhar rha
bas farq sirf itna sa rha
Wo Mitti k Upar thi
my Mitti k nechy Tha...
हर साँस के साथ मुझे सोचा करेगा वो,
ஜஜ
अपने हर अक्शं मेँ मुझे धुनडा करेगा वो,
ஜஜ
जब याद आयेगी उसको वफा मेरी,
ஜஜ
फिर हर शक्स को चाहत से देखा करेगा वो,
ஜஜ
आज मेरे दु:ख पर हँस रहा है मेरे सामने,
ஜஜ
मुझसे बिछड कर ईसी बात पर रोया करेगा वो.
ஜஜ
फिर कैसे मेरे खयाल से दामन छुरायेगा वो,
ஜஜ
जब मेरी तरह किसी को चाहा करेगा वो.
ஜஜ
मेरे होते हूये मेरा नाम भुलने वाला,
ஜஜ
मेरे बाद मेरे नाम से हर एक पुकारा करेगा वो.....।
♣ I LOVE YOU ♣