Very Sad Love Story
1 Ladki or Ladka Car se
ja rhe the
Ladka 1 SMS’Ladki ko
krta ha
Ladki’SMS’Parne se
Pehle hi Ladke ko Kehti
hai k
Muje ab Tumse
Mohabat nhi Me Tume
Chor rhi hun
1 Dam se Tez Raftar
Car
Unki Car se Takrati hai
Ladka Usi Waqt Mar
jata ha
Ladki Bach jati ha
Kuch Der Bad Ladki
Mobile Utha kar
‘SMS’Parti ha to Us k
Ansu Us Mobile pe
Girte hn ‘SMS’ me Likha
tha
“Jis Din Tum Mujko
Chor do gi Mai Mar
jauga”
Respect Ur Love
Heart touching must read:)
Ek din ek ladke ki girlfrnd ka BIRTHDAY tha.
Boy was not in that city.
So, he ordered 24 RED ROSE for his girlfriend.
He called her up.
Dear maine tumhare liye utne ROSE ain jitni saal ki tum ho gyi ho.
While delivering florist thought: Ye aajka mera sabse achha customer hai.
Chalo ise 10 ROSE FREE me de deta hu.
So, he gave 34 instead of 24.
aur aaj tak ladka nahi samajh paya ki
uska BREAK-UP kyu hua..!
कुछ सालोँ बाद ये पल याद आयेँगेँ, जब हम अपने मुकाम पर पहुँच जायेँगे,
::
अकेले जब भी होएगेँ साथ गुजारे हुए लम्हेँ याद
आयेँगेँ,
::
पैसे तो बहुत होँएगे शायद पर खर्च करने के लम्हेँ
कम हो जायेँगेँ,
::
आज ज्यादा मैसेज आने से गुस्सा होते है, कल एक-एक मैसेज को तरस जायेगेँ,
::
एक कप चाय दोस्तो की याद दिलायेगी, फिर सोचते-सोचते आँखे नम हो जायेगी,
::
इन पलो को मिलकर दिल खोल कर जिलो यारोँ,
::
क्यु की जिन्दगी इन दिनो को फिर नही दोहरायेगी...!!
Ek Ladka Aur Ladki
Ek Dusre Se Bahut
Mohabbat Karte The
Bad Kismati Se Ladka Mar Gaya
Marne K Bad Ladke Ne Ladki Se Kaha:
“Ek Waada Tha Tera
Har Waade K Pichhe
Tu Milegi Mujhe Har Gali
Har Darwaze K Pichhe
Par Tu Hi Bewafa Nikli
Ek Tu Hi Na Thi
Mere Janaze K Pichhe.
Ladki Boli:
“Ek Waada Tha Mera
Har Waade K Pichhe,
Mai Milungi Tujhe
Har Gali Har Darwaze K Pichhe,
Par Tune mud K Bhi Na Dekha,
Ek Aur Janaza Tha
Tere Janaze ki Pichhe..
Dost Story Acchi lagi Na to Thoko Like
Teri is ada ko dekhkar me fida ho gaya,
Tujhe tere pyaar ke sath dekh kar
Main tujh se juda ho gaya.
Khuda ki ki kasam main tujhse
Behat pyaar karta tha
Magar tum kisi aur amanat the
Isliye main tumse juda ho gaya.
Magar main tumse behat pyaar karta tha.
राहुल: रात भर रोही तुम,
दु:खी हो ना मेरे इश्क मेँ,
आरोही: नही,
ऐसे ही रो रही थी तुम्हारी याद मेँ,
राहुल: पर मेँ तो यही हुँ
आरोही: ऐसे ही रहोगे ना मेरे पास
राहुल: यही कहने आया था तुम्हे.
के अब तुम्हे जितना रोना है रो लो,
तुम्हारे रोने के दिन अब गये.
मे ये सब छोड दुगाँ,
आरोही,
मे नया बन जाऊगाँ तुम्हारे लिये
देखना सब ठीक हो जायेगाँ,
मै भी तुम भी मदद करोगी ना मेरी?
आरोही: कभी ना कहाँ है?
राहुल: नही
भुला देना मुझे है
अलविदा तुझे,
तुझे जीना है मेर बिना..!
Kabhi pehli baar school jane me darr lagta tha,
Aaj har rasta khud hi chunte hai..!!
Kabhi mummy-papa ki har baat sacchi lagti thi,
Aaj unhi se jhuth bolte hai..!!
Kabhi chhoti si chot kitna rulati thi,
Aaj dil toot jata hai phir b sambhal jate hai !!
Ek din tension ka meaning maa se puchna padta tha,
Or aaj tension pr book likh sakte hai..!!
Sach, zindagi ne bahut kuch sikha diya..!
Na jaane humko itna bada kyun bana diya..!
Na jaane humko itna bada kyun bana diya..!
Please Read .....
Ek tooti PREM kahani
Fark sirf itna sa hai
Uski barat gayi,
Iski mayat uthi.
Phool us par bhi the,
Phool is par bhi the.
Mehfil waha bhi thi,
Log yaha bhi the.
Wo doli pe thi,
Yeh janaze pe tha.
Unka hasna waha,
Inka rona yaha.
Saheliya uski bhi thi,
Dost iske bhi the.
Qazi udhar bhi the,
Molvi Idar bhi the.
Wo saj k gayi,
Ise sajaya gaya.
Wo uth k gayi,
Ise uthaya gaya.
Fark sirf itna sa hai,
USE APNAYA GAYA AUR ISE DAFNAYA GAYA
Wo aati hai mujhe staane ke liye,
Me jaata hun use manane ke liye,
Wo kahti hai tum mujhse pyar nahi karte,
Or me kahta hun ki tere siva hum kisi or ko yaad nahi krte,
Usne mujhe chod diya kisi or ke liye,
Or humne bi chod di duniya sirf usi ke liye.
Ek ladki roz ek gali se gujra karti thi,
apne chere ko nakab se dhaka rakhti thi.
Ek ladka uspe marta tha,
sayad wo use dil se payar karta tha.
Ek din ladki ne us ladke ke padosi se pucha,
kaha gaya wo aashik?
To usne bataya aapko aane me der ho gai,
us diwane ki kal raat mot ho gai?
Padosi ne apna frz nibhaya,
ladki ko kabr tak le gaya.
Ladki kabr par rone lagi
apne ansu se kabr ko dhone lagi.
Kabr se aawaz aayi"A khuda ye kesa inklab aya he, aaj me parde me hu or mera mehbub benakab aya he."
Teri yaad se rista kal bhi tha,
Teri yaad se rista aaj bhi hai,
♥
Dil apna dukhta kal bhi tha,
Dil ye udaas aaj bhi hai,
♥
Jo Pyaar Hum Tum Karte The,
Wo Pyaar To Zinda Aaj Bhi Hai,
♥
Hum Bichad Gaye Is Doori mein,
Tum Door Ho Majburi Mein,
♥
Kabhi Waqt Mile To Chali Aana,
Khula Dil ka Darwaza Aaj Bhi Hai,
♥
Na Sataao.,....
Na Tadpaao....
NA Mehfil Mein Yu Tanha Chhodo,
♥
Teri Yaad Me Jaage Kal Bhi They,
Teri Yaad Me Jaage Aaj Bhi Hai......!
Tere Hone Par Bhi Khud Ko Tanhaa Samjhoon.
Main Be-Wafa Hoon,
Ya Tujh Ko Be-Wafa Samjhoon.?
Teri Be-Rukhi Se Waqt To Guzar Gaya Hai Mera.
Yeh Khud Daari Hai, Ya Teri Adaa Samjhoon.
Tere Baad Kya Haal Huwa Hai Mera..
Yeh Teri Inaayat Hai, Ya Sazaa Samjhoon.
Zakham Dete Ho Aur Marham Bhi Lagaate Ho",
Yeh Teri Aadat Hai, Yaa Adaa Samjhoo.
By - OR Dhandhal
Kabhi pehli baar school jane me darr
lagta tha,
Aaj har rasta khud hi chunte hai..!!
Kabhi mummy-papa ki har baat
sacchi lagti thi,
Aaj unhi se jhuth bolte hai..!!
Kabhi chhoti si chot kitna rulati thi,
Aaj dil toot jata hai phir b sambhal
jate hai !!
Ek din tension ka meaning maa se
puchna padta tha,
Or aaj tension pr book likh sakte
hai..!!
Sach, zindagi ne bahut kuch sikha
diya..!
Na jaane humko itna bada kyun bana
diya..!
Na jaane humko itna bada kyun bana
diya..!
Ek bar suno kuch Esa hua Wo
mujhko mili
me us ko mila
Izhar hua
Iqrar hua
Wo chahne lagi
me chahne laga
Use pyar bohat
Mujhy pyar bohat
Phir kuch yun hua
wo chorr gai
mai tott gaya
phir kuch yun mile
wo tanha thi
me akela tha
bas hum do the
or koi na tha
wo rone lagi
me bebas rha na pyar
na hi izhar rha
bas farq sirf itna sa rha
Wo Mitti k Upar thi
my Mitti k nechy Tha...
HEART TOUCHING STORY.
Ek Larki Janaza Dekh Kar.,
{Muskurany Lagi}
To.
Ek Buzurg Nay Kaha
Beti Jawan Mout Par Nahi Muskuraty..??
Larki Ansu Ponch Kar Boli
Baba.
KYA KARON WADA KIYA TTH
JAB BHI MILENGAY MUSKURA KAR MILENGAY.
मेरे दिल कि आवाज है
कि बिछडा यार मिलेगा,
वो यार तेरी हर खुशी को गम मेँ मोड देगा,
जिस मोड पर तुझे तेरा प्यार मिलेगा,
मै तो क्या मुझसे भी,
अच्छा एक नया दिलदार मिलेगा,
आज नही तो कल तुझे,
तेरा प्यार मिलेगा,
दिल तो क्या दिलदार, भी तुझे तेरा साथ मिलेगा..!OR!
SAD STORY IN LOVE
LADKA aur LADKI car me khamosi se
ja rahe the LADKA 1 Letter LADKI
ko deta hai LADKI Letter Padhne se
pehle hi LADKE ko kheti hai ki,Mujhe
aab tum se pyar nahi hai,Mai tumhe chhod
rahi hu.Achanak ek tez raftar wali car unki
car se takra gai LADKA usi waqt mar gaya,
LADKKI bach gayi phir LADKI ne wo Letter khola
to uske ANKHON se ANSU gir pade.US Letter me likha
tha "JIS DIN TUM MUJHE CHHOD DOGI USI WAQT HI
MAI MAR JAUONGA"
PLEASE LIKE THIS
SAD STORY IN LOVE
LADKA aur LADKI car me khamosi se
ja rahe the LADKA 1 Letter LADKI
ko deta hai LADKI Letter Padhne se
pehle hi LADKE ko kheti hai ki,Mujhe
aab tum se pyar nahi hai,Mai tumhe chhod
rahi hu.Achanak ek tez raftar wali car unki
car se takra gai LADKA usi waqt mar gaya,
LADKKI bach gayi phir LADKI ne wo Letter khola
to uske ANKHON se ANSU gir pade.US Letter me likha
tha "JIS DIN TUM MUJHE CHHOD DOGI USI WAQT HI
MAI MAR JAUONGA"
Kisi Shayar Ne Mout Ko Keya Khub Kaha Hai,
Zindagi Me Koi Do Minute Mere Paas Na Baitha.Aur Aaj Sb Mere Paas Baithe Ja Rahe The.
Koi Tohfa Na Mila Aaj Tak Mujhe Aur Aaj Phool Hi Phool Diye Ja Rahe The,
Taras gaye hm kisi k haath se diye ek kapde ko,
Aur Aaj Naye Naye Kapde Pahnaye Ja Rahe The,
Do Qadam Saath Chalne Ko Tayyar Na Tha Koi Aur Aaj Kafila Bana K Le Ja Rahe The,
Aaj Pata Chala Ke Mout Kitni Haseen Hai Aur Kambakhat Ham Yoon Hi Jiye Ja Rahe The.!!
Heart touching Sad Story...
Ek Ladki Apne ßoyfrnd Se ßahut Pyar Karti Thi...
Ek Din Usne Apne ßoyfrnd Se Kaha Tum Mere ßina 1Din ßita Kar Dikhao.
ß.F Ne Apni G.F Ke ßina Ek Din ßitaya Or Wo Jit Gaya..
Dusre Din Khushi Se Wo G.F Se Milne Gaya.
Wo Mar Chuki Thi Use Cancer Tha Aur Uske Paas Ek Hi Din Tha.
Usne Letter Me Likha Tha I Know,U Will Do It,Aur Tumhe Aisa Roz Karna Hoga,Mere Liye...