*"DUA" FOR U* ""
kabhi wo subha na aye jo tujhay raas na ho,
Khuda karay k tera dil kabhi udaas na ho,
Teri duaon par barsay qabooliyat ki phuwaar,
Jo bujh na paye tujhay aisi koi pyaas na ho,
Khuda karay k tujhay koi aisa gham na milay,
Jis ki tadbeer teray paas na ho.
Ho sake to mujhe kuch khas rakhna
Dosti ka itna to ehsas rakhna
Tumhari duaon se mil jaye shayed kamyabi mujhe
Ye soch kar apni har "DUA" mein yaad rakhna