Dhadkanon Ko Aas Hai Jab Tak,
Ba-Hosh-O-Hawaas Hai Jab Tak,
Karenge Tumhara Intezaar Hum,
Jaan-E-Zindagi Paas Hai Jab Tak,
Qayaam Rahega Tera Hi Naam,
Jazbaa-E-EhsaasHai Jab Tak,
Tere Bagair Maut Bhi Na Aayegi,
Baki Ishq Ki Pyaas Hai Jab Tak,
Naa Mitegi Dil Se Ye Mohabbat,
Yeh Jism Ka Libaas Hai Jab Tak,
Hai Waada Nahi Bhulenge Tumhe,
Saans Mein Saans Hai Jab Tak..
Bahut Udas Hai Koi Tere Jane Se,
Ho Sake Toh Laut Aa Kisi Bahane Se,
Tu Lakh Khafa Sahi Magar Ek Baar Toh
Soch,
K Koi Toot Gya Hai Tere Yun Chle
Jane Se.
Kabhi hasaati hai too kabhi rulaati hai
ye zindagi bhi na jaaane kitne raang dekhati hai
haste ha to bhi ankhoon mein nami aaa jaati hai
naa jaane ye kaissi yaadein hai joo dil meinn bas jaaati hai
duaa karte hai es naye saal ke avsar par
mere dostoon ke laboon per sada muskaaan rahe
qki unki her muskurahaat hamein khushi de jaaati hai..
Pani main pathar mat pheko Koi pani pita hai Pani main pathar mat pheko Koi pani pita hai Apne chehre par muskuhart sajaye rakha karo Koi isi muskan ke liye jita hai
Jo Kiya Tha Wo Waada Pura Karke Jaa Raha Hu....
Teri Sab aashik Bas Kehte Hi Reh Gaye....
Dekh Main Sach Mein Mar Kar Jaa Raha Hu....Ab Bas Ubb Gaya Tha Main Iss Tanhai Bhari Zindagi Se
Bas Issi Wajah Se Mar Gaya....
Ye Mat Sochana K Main Tere Julmo Se Dar Kar Jaa Raha Hu...
हमारे बिन अधूरे तुम रहोगे,
कभी चाहा था किसी ने,तुम ये खुद
कहोगे,
न होगे हम तो किसी ने ,तुम ये खुद
कहोगे,
मिलेगे बहुत से लेकिन कोई हम सा पागल ना होगा.
Like:
Mat zikar kijye meri adaa ke baare main,
main buhat kuch janta hu wafa ke baare main,
suna hai woh bhi mohabbat ka shok rakhte hain,
jo jante hi nahi wafa ke baare main.
When I Look Into Ur Eyes
I See Ur Love And Compassion..
When U Touch My Hands
I Feel Ur Strength And Care..
When I Hear Ur Voice
I Hear Ur Comfort From Within..
When I Taste Ur Kiss
I Know I Am Going To Be With U Forever..!
Meri ahsaso meri nagmo me jhalaktiho tum,
Khusbu bankar sanso me mahakti hotum,
Tumse PYAR ho gaya hai is kedar...
DIL ki DHADKAN bankar Dhadakti ho tum..