• Categories
  • Love Quotes - SMS   16524
  • Naram palko k saye me chupa lu tumko, jee karta hai is jahan se chura hu tumko, bas dar yahi hai ki toot na jaye sanse, warna apni saanso me basa lu tumko
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • jab tere sahar me raha karte the, hum bhi chup chap jiya karte the.... ankho me pyaas huwa karti thi, dil me tufaan utha karte the........ log aate the gazal sunne, hum teri baat kiya karte the....... kisi virane me tujhse milkar, dil me kya phool khila karte the..... ghar ki diwaar sajhane ki khatir , hum tera naam likha karte the..... kal teri tasweer dekhi to laga , hum bhi kabhi mohbbat kiya karte the...
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Na Chaho Itna Hame, Ab Chahto Se Dar Lagta Hai, Na Aao Itna Karib Mere Ki Judai Se Dar Lagta Hai, Tumhari Wafao Pe Bharosa Hai, Par Apna Nasib Se Dar Lagta Hai. HAMIDKHAN
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • हमारी खामोशी हमारी आहट है हमारी आंखें हमारी चाहत हैं हमारी जिंदगी अगर खूबसूरत है तो उसकी वजह बस आपकी मुस्कुराहट है।
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • hm bewkt yad na krte to o hme n milte. aaj ka jmana hai kho jaate fir n milte. o hmari hongi khyal buna krte. aaie n hoti to jindgi me bahaar kahan khilte.
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Jo Aasani Se Mile Usko Chahna Ek Samjhota H Usko Paana Safalta H Par Jab Pata Ho Wo Nahi Milne wala Hume Fir bi Usi Ko Chahna Wo “Pyar” Hai............
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Saza Na Do Mujh Ko Be Qasoor Hoon Main, Tham Lo Mujhe Ko Gumo Se Choor Hoon Main, Tere Pyar Ne Kar Diya Pagal Sa Mujhe, Aur Logon Kar Kehna Hai Ke Maghror Hoon Main..! Cnct FB ayaan.ahmad99.com
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Mujhe Tumse Mohabbat Ho Gayi Hai Yeh Duniya Khoobsoorat Ho Gayi Hai Khuda Se Roz Tumko Mangta Hoon sweet Meri Chahat Ibadat Ho Gayi Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Khuda Mujhe Mohabbat Ki Aisi Kitab Dede, Jo Ishq Ke Sare Sawalo Ka Jawab Dede, Mujhko Agar Kuch Dena Hi Hai To, Aaj Ki Raat Mere Sanam Ka Khwab Dede!
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • KHWABO"me AkSar MULAQAT Karte H Lab"KHAMOSH Rehkar B Baat Karte H BaS FARIYAD"Itni He Ki BHULE Na Wo Hume Jinhe"Hum HameSha YAAD Karte Hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • duniya ki bhid me insaan chahe sab khuch bhul jaaye kitni hi moj masti me kho jaaye par akele mein wo use hi yaad karta hai jise woh diul se pyaar karta hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Har Koi jo keh sake ye wo ehsas nahi Pyaar karte hain apse iska aur koi naam nahi Mumkin hai baatein hamari alag ho zamane se Khayal apka hai unme is baat se hame inkaar nahi..ii
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Aapki Tasveer Ko Hum Ulat Palat Kar Dekhte Rahe, Din Raat Aapke Khayalo Me Uljhe Rahe, Maloom Tha Aap Humse Dur Hain, Firbi Aapko Aas Paas Hum Khojte Rahe..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Baat to koi samaz hi nahi paya,jiya karte the jiske liye wo to kabi nazar hi nahi aaya,fir bi karte rahe unko pyar jiski wajha se raato ko so hi nahi paya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Aksar Wo Mujhse Puchti H Kya Zindgi H aur Kya Maut? Main Khaamosh Rehta Hu Aur Dil Hi Dil Me Kehta Hu Use Paa Liya Toh Zindgi H Aur kho diya to maut.
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Yado Ki Shama Jab Bujhti Dikhai Degi Teri Har Sans Mere Wajud Ki Gawai Degi Tum Apne Ander Ka Shor Kam Karo Meri Har Aahat Tumhe Sunai Degi. #BARARBOY
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS