• Categories
  • Eid Mubarak SMS   546
  • main ne chaha tujha Eid pee kuch paish karon jiss main ehsas ki sub rang hon roshan roshan jis main ankhon ki tarashe howe motti lakhon jiss main shamil ho mere qalb ki dharkan dkharkan
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • muj ko chor kr janay walay mera dil dokhanay walay bin bataye tm kahan chalay gaye ho ab to mere khawabon mein bi bus tum he atay ho agar tm is eid pr na aye to mera kia banay ga? main kis tarah ye eid guzaron ga? ? ? AYE MERE GHAR SE BAGHAY HOWE QURBANI K pyare BAKRAY plz WAPIS AA JAO NAA
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • Don’t open it for atleast 5 more day, . . . . . . Mujhey pata tha aap say sabar kahan ho ga, Happy EID Mubarak. Yaad rakhna I’m the first 2 say u eid Mubarak !
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • ZAMZAM" Jesa Koi pani Nahi "NAMAZ" Jesi Koi Ebadat Nai "HAJJ" Jesi Koi Ziyarat Nahi "ISLAM" Jesa Koi Mazhab Nahi "QURAN" Jesi Koi Kitab Nahi "MADINE" Jesa Koi Sheher Nahi "KALME" Jesi Koi Dolat Nahi "DUROOD"Jesa Koi Khazana Nahi Aur "RAMZAN" Jesa Koi Mahina Nhi. Vaseem ahmed
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • Salam Apko aur ap k ghr walon ko meri tarf “EIDI” Bejni chahiye thi Mgr ap to azl se knjos ho or knjos hi raho gey Phr b meri trf se apko EID MUBARIK
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • नज़र का चैन दिल का सरूर होते हे, कुछ ऐसे लोग जहां में जरूर होते हे, सदा चमकता रहे ये ‘ ईद ‘ का त्यौहार, करीब रह के भी हम से जो दूर होते हे.
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • Momin K Liye To Jan-E-Hasti Hai NAMAZ Iman Ki Aghosh Me Basti Hai NAMAZ Milti Nahi Mehshar Me Kisi Bhi Qeemat Par O Zindagi Walon Padh Lo Abhi Sasti Hai Namaz. Sharique S.K
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • Aaj se Aamire Garibi ka fasle na rahe,(In Urdu) Aaj se Aamire Garibi ka fasle na rahe, Har Insan ek duje ko aapna bhai kahe, Aj sob kuch bhool ka aa gale lag ja, Mubarak ho tuje yeh EID-UL-AZHA.
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • Wishing U a Very Very "HAPPY EID MUBARIK" Wid Luv And Best Wishes. May That Eid Day Brings LOT of Happiness And JOYS in ur LIFE. May u Live Long... And That EID day Will comes in UR life Hundrad Times... Remember me in ur prayers.
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • Eid is a celebration for muslims to celebrate Eid is time to say Eid morak and pray Some muslims give money to their children and say Eid mobarak. Some muslims go to their friend and neigbours. Some people give money to other children, they don’t just give money to their own children, they give money to their friend’s children or to their neigbours children. They can also give money to adults. Eid mobarak, Eid mobarak to you all my bothers and sisters.
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • Teri Deed Jis Ko Naseeb Hai Wo Naseeb Qabil E Deed Hai Lekin, Tuje Sochna Meri Chand Raat Or Tuje Dekhna Meri Eid Hai Bakra Eid Mubarak…
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • |””””””| | @>-:- | | | EiD CARD |_______| Perfume: * [...] Watch: ~~*>O<*~~ Kurta: _…_ /”””).(””” / /| : | | |/ / ”’| |”’ | | | | ”””””” Shalwar: | | | | | / | |__/ \__| Khoosay: /” /” ) ( ) ( (..) (..) I Hope K Aisi Shandar Eidi Mere Alawa Aur Koi Nahi Bhej Sakta. :-)
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • Arz kiya hai ke mai to hairan hun aisi mohabbat ki kahani par, mohalle ki sari bakriyan royi mere bakre ki qurbani par.... EID MUBARAK 2 MA OL FRNDS
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • Apni Ankhen Band Karke Mera ChehraTasawor Kren. Kr Liya? OK Mubarak Ho Ap Ne 1 Din Pehly Hi “Eid Ka Chand” Dekh Liya. EID MUBARK.
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • A CHAND Tu unko Mera pegham keh dena… Khushi ka Din aur Hansi ki Sham keh dena… Jab wo dekhe Tujhe bahir aa ker… Unko Meri tarf se Eid Mubark keh dena.
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • apne kia sochakay sms nahi aya ga……. socha ya dost aapko sms nahi karay gaap ko bhool jaya ga……. ya to adat ha hamari purani satanay ki……….. paiyra dost per kon bhulana chahay ga by tha way happy eid day.from nomi butt
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • Choota sa aik lafz “Tumhari” Kitna payara lagta hai.. dil main khusion ki na jane kitne phooL khilata hai.. pheeke se be kaif se din main shookhi ki rang sajata hai… jab ~ Eid ~ ki din Aik Card mile.. uss par hun Surkh Gulab banee jis ki andar sab se neeche likhne wali ne likha ho.. tum ko dil se chahne wali…. sirf ” TUMHARI “ tab chota sa aik lafs ” Tumhari “ Kitna payara lagta hai…
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • Khushyon k is pur masarrat moqay per bohut bohat EID MUBARAK dil ki gehraiyun say nikli hoi is dua k sath k… Khuda aap ki aur aap k sab chanay walon ki zindagi ko khushion Rehmaton aur kamiyabi say bhar day, her gham,dukh aur dard ko aap sab say door…. bohut door ker day…Ameen
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS