Hum app ki yaad main udas hain,
Bas app say milnay ki ass hay,
Chahay dost kitnay hi kion na hoon,
Maray liye tu app hi sab se khas hain…
Eid Mubarak To My Cute, Sweet and Special Friend.
Chor Die Wo Dhanday
Jin K Anjam The Gande
Pura Mahina Naik Kamo Ma Bitaonga
Ab Eid K Bad Hi Nae Bachi Phasao Ga
(,”)/ Hat Ja Yr
/).) Masjid Ja
/_ \_ Raha Ho
Subha jab bhi nikhar dekhna
Sham jab bhi bahar dekhna
Raat ko tanhai mein
Tare jab bhi her baar dekhna
Pyar ko sada abaad rakna
Pyar ko Eid k lamhon me yaad rakhna
कहने को तुम्हें ईद मुबारक मैं आया हूँ;
तेरी ज़िंदगी से सारे गम चुराने आया हूँ;
आज के दिन जो मांगोगे खुशियाँ तुम;
वो रहे सदा तेरी ज़िंदगी में ये दुआ मांगने आया हूँ।
ईद मुबारक!
Breaking Newz!
D H A
Cliften
Tariq road
Kharadar
Rancho line
Garden
Soljar bazar
Lalu khat
Karim abad
Faderal b area
Gullshan …
har sal in jagao par qurbani zada hoti hy..
Aap EID Par koi bi jaga ja sakta ha or shaving
blade ya choti chori se dher sari charbi anto se nikal k jama kar sakta hay… :p ;->
Momin K Liye To Jan-E-Hasti Hay NAMAZ
Iman Ki Aghosh Me Basti Hay NAMAZ
Milti Nahi Mehshar Me Kisi B Qeemat Par
O Zindagi Walon Pad Lo Abhi Sasti Hay Namaz.
Suraj Ki Kirne, Taaron
Ki Bahaar.. Chand Ki
Chandni, Apno Ka Pyaar..
Har Ghadi Ho Khushaal..
Ussi Tarhan Mubarak Ho
Aapko Eid Ka Yeh Tyohaar!
"Eid Mubarak"
Zindagi Ka Har Pal Khushiyon Se Kam Na Ho, Aapka Har Din EID Se Kam Na Ho, Yehi Dua Hai Ki Aisa EID Ka Din Aapko Humesha Naseeb Ho..!!.
Eid Mubarak To You.
Gulshan ko kar rahi Mo’attar Hawa-e-Eid
Aata nahi kuch Nazar kuch b Siwaye Eid
Meri Taraf se Eid Mubarak ho Aap ko
Bus Mere pass hai Yehi Tohfaa Bara-e-Eid
"EID Mubarak"
Yeh dua mangte hain hum eid k din,
Baqi na rahe aap ka koi gham eid k din,
Aap k angan mein utre har roz khushion bhara chand
or Mehakta rahe pholon sa chaman EID k din.
Sada haste raho jaise haste hai phul,
Duniya ki sare gam tmeh jaye bhul,
Charo taraf failao khushiyo ka geet,
Eisi umid ka sath Yaar tumhe...
MUBARAK ho EID
Rahoon Ki ye shaam aur yadoon ka ye sama
Apni palkoon mein hargiz sitare na layain gay
Rakhna Sambhal k tum chund khushiyan mere liye
Main laut k aaonga phir EID Manain gay...