Sada haste raho jaise haste hai phul,
Duniya ki sare gam tmeh jaye bhul,
Charo taraf failao khushiyo ka geet,
Eisi umid ka sath Yaar tumhe...
MUBARAK ho EID
Khusiya Naseeb Hon Jannat Qareeb Ho
Too Chahey Jisse Wo Tere Qareeb Ho
Kuch Is Tarha Ho Karam Allah Ka
Makka Aur Madina Ki Tuje ZiyaratNaseeb Ho...
Eid Mubarak Frnds..
Rahoon Ki ye shaam aur yadoon ka ye sama
Apni palkoon mein hargiz sitare na layain gay
Rakhna Sambhal k tum chund khushiyan mere liye
Main laut k aaonga phir EID Manain gay…
Look at the Clock, Second is Runing, Minute
is Walking, Hour is Moving, Ramadan is
going. Do u know ??? Eid-ul-fitr is
coming ??? So Advance "Eid Mubarak"
Here comes the day,once in a blue moon.
With chanda mama shinin up bright
And blessing everyone. Her luv so tender, merciful.
Shinin down on the earth wishin us
"Happy eid"."Eid mubarakh"
" Eid ki Dua Sab Dostoon K Lieye "
Saarey Jahan ki Khushiyaan uska Naseeb Karday,
Hansta rahey Sada woh Ussey khushnaseeb karday,
Kabhi Dil na uska Tootey Kabhi Chot (Zakham) na Woh khaaye,
usko Wafa kYa RAB Itna Kareeb Karday,
Us k Laboon pay ya RAB Sada hon Muskrahatain,
Kismat mey uski Hansna Mere Habib Karday,
Chal kar Jahan bhi JaayePhoolon k raastey hon,
Manzil Har Khushi ki us k Kareeb karday,
.DIL Mera Ab Tak Kahan Mutmaeen Huwa Hey!,
us K Dukhoon ko Ya RAB Mera Naseeb Karday.
Rahoon Ki ye shaam aur yadoon ka ye sama
Apni palkoon mein hargiz sitare na layain gay
Rakhna Sambhal k tum chund khushiyan mere liye
Main laut k aaonga phir EID Manain gay...
zindagi ka her pal khushion se kam na ho
ap ka her din eid ke din se kam na ho
aisa eid ka din app ko hamesha naseeb ho
Jis main koi dukh koi ghum pass na ho
eid mubarak
Socha Kisi Apne Se Baat Karun
Apne Kisi Khaas Ko Yaad Karun
Kiya Jo Faisla Eid Mubarak Kehne Ka
Dil Ne Kaha Kyun Na Aapse shuruwat
Karun…
*EID MUBARAK*