• Categories
  • Eid Mubarak SMS   546
  • Eid leke ate hai dher sare khusiya, Eid mita deta hai insan mai duriya, Eid hai khuda ka ek nayam tabarok Eisi liye kahte hai sb EID MUBARAK
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • Is Sms Ko Pory Is Sms Ko Pory Din K Baad Parhna - - - - - Ary Phir Parhy Ja Rahy Hooo Ary Kaha Na Nahin Parhna.. Acha Chalo Parh Lo May Be I Ll Be The 1st One To Say !~!~ Very Very *..**Happy Eid Mubarak*..**
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • Aap ko lado soap, gaey soap, habib cooking oil,habib banaspati, parwaz fan,metromilanagarbati bananay waley,kinola cooking oil, aur meri taraf say dili eid mubarik.
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • Suraj ki kirne, taaron ki bahaar, Chand ki chandni, apno ka pyaar, Har ghadi ho khushaal, Ussi tarhan Mubarak ho aapko Eid ka ye tyohaar!!!
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • Ab tu har bars,chand raat ko main chand ko dheekta hoo aur yeh guman karta hoo k shayad ab ki bar chand raat main tum b chalay aao,aur chpkay say meri aankhon par haath rakh ker keh doo !!! EID Mubarak !!!
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • Eid ek saal main 2 times hote hai na... Saccha pyaar zindagi main ek bar hoti hai na... Tumhara yaad har saso main hota hai na... Eid main sab kushiya hoti hai na... Thanks jano...tumhara saath meri lye bohot hai... Aaj Eid hai wow, maine soccha meri Eid EVERYDAY hota hai... Tum jo meri dil main hon... Dua hai meri Allah se tumko Life main sab kushiya hon... Especially 4 u jano **EID - MUBARAK**(
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • Pholon Ko Jis Trha Bhanwre Milte Hyn Aao Is “EID” Pe Hum B Kahin Milte Hyn Apni Is Chahat Ko Pyar Bari Rafaqat Ko Sachi Lagan Ka Rang Dete Hyn, Dunia K Liye Apni Mohbat Ko Misal Krte Hyn Rawani K Liye Jese Darya Samandar Me Khud Ko Pamal Krte Hyn Phool Jese Gulshan Se Wafa Nibane Hr Bar Nikalte Hyn Aao Is EID pe Hum B Kahin Milte Hyn.
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • y this... Eid bring Fun, Eid bring Happiness, Eid bring God Endless Blessings, Eid bring fresh love... EID MUBARAK to You with all best wishes
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • Is sms ko pory Is sms ko pory ….. din k baad parhna - - - - - ary phir parhy ja rahy hooo ary kaha na nahin parhna…………….. acha chalo parh lo may be i ll be the 1st one to say !~!~ Very Very *..**Happy Eid MuBaRaK*..**
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • Chor Die Wo Dhanday Jin K Anjam The Gande Pura Mahina Naik Kamo Ma Bitaonga Ab Eid K Bad Hi Nae Bachi Phasao Ga (,”)/ Hat Ja Yr /).) Masjid Ja /_ \_ Raha Ho
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • Aaj Se Aamire Garibi Ka Fasle Na Rahe, Har Insan Ek Duje Ko Aapna Bhai Kahe, Aj Sob Kuch Bhool Ka Aa Gale Lag Ja, Mubarak Ho Tuje Yeh EID-UL-fitrr
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • Jumma Ka Din Kitna Afzal Hai. 1.Jumma K Din Jahannum Ki Aag Nahi Jalai Jati. 2.Jumma Ki Raat Dozakh K Darwazay Nahi Khultay. 3.Jumma K Din Marnay Walay Khush Naseb Muslim Ko Shaheed Ka Rotba Diya Jata Hai. 4.Jumma K Din Agar Haj Ho To Uska Sawab 70 Haj K Barabar Hota Hai. 5.Jumma 1 Naiki Ka Sawab 70 Naikiyon K Barabar Hai. 6.Jumma K Din Huzor Pak(S.A.A.W) Khud Apnay Kano Say Dorod Pak Suntay Hain. Subhan Allah *Jumma Mubarak*
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • Eid of sacrifice, & commitment 2 allahs orders, May Allah bless us with the same in all circles of life, & help all amongst us, who r helpless, worried, & waiting 4 his rehmat, Ameen. Eid Mubarak.
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • “Mehsos Ho Rahi Hai Fiza Me Gober Ki Khushb00 Pappu Lagta Hai Mere Shehar Me ‘Bakar Mandi’ Lag Gae Hy.. Happy Bakra Eid Season.. ;-> Songh Songh K Ge0.. ;->)
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS
  • Be-Zabano Ko Jab Wo Zaban Deta Hai Parhen Ko Phir Wo Quraan Deta Hai Bakhshne Pe Aaye Jab Ummat k Gunaho’n Ko Tohfey Mein Gunahgaro’n Ko “Ramzan” Deta Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Eid Mubarak SMS