Gul ne gulshan se gulfam bheja hai,
sitaro ne gagan se salam bheja hai,
Mubarak ho apko ye "Ganesh Chaturthi"
Humne tahe Dil se ye paigam bheja hai.
Happy Ganesh Chaturthi.
Ganesh Ji Ka Roop Jag Me Nirala Hai,
Chehra Bhi Kitna Pyaara Hai,
Jise Bhi Aati Hai Koi Museebat ,
Usey Enhi Ne To Sambhala Hai.. !!
Wish You To All HAPPY Ganesh Chaturthi…!!
Vakratunda Mahaakaaya Suryakotee
Sama Prabha Nirvighnam Kuru Mey
Deva, Sarva Kaaryeshu Sarvadaa
Happy Ganesh Chaturthi May The
Lord Ganesh Brings You Prosperity
And Luck. Happy Ganesh Chaturthi.
Smiling is a sign of one’s good mood.
Laughing is a sign of happiness.
Praying is a sign of good faith.
Have “YOU” as my Friend is a
sign of Ganesha’s Blessings!
Happy Ganesh Chaturthy.
Aapki Khusiyan Ganeshji Ki
Sund Ki Tarah Lambi Ho,
Aapki Jindangi Unke
Pet Jitani Moti ho,
or jeevan Ka har ek
pal Laddu ki tarah meete ho
Happy Ganesh Chathurthi..
Ek Baar Santa Aur Banta Nadi Me Nahane Gya.
Fir Achanak Se Wo Pani Me Doobne Laga,
Tabhi Use Ganesh Ji Bhagwan Dikhe.
Santa Ne Kaha: Bahgwan Plz Mujhe Bachao.
Par Ganesh Ji Dance Karne Lage.
Santa : Bhagwan Main Doob Rha Hoon,
Aur Aap Dance Kar Rahe Ho?
(Ganesh Bhagwan B Us Din Badi Masti K Mood Me The)
Ganesh Ji Ne Santa Se Kaha,
Beta Ganpati Visharjan Me,
Tu Bhi Bahut Naach Rha Tha.
May Lord Ganesha gives you:
A rainbow for every storm;
A smile for every tear;
A promise for every care;
And an answer to every prayer!
Happy Ganesh Chaturthi
Aate bade dhoom se ganpati ji,
jaate bade dhoom se ganpati ji,
aakhir sabse pahale aakar,
hamare dilon me bas jate ganpati ji.
Happy Ganesh Chaturthi!!!
गणपति बप्पा मोरया मंगल मूर्ति मोरया,
सिद्धि विनायक मोरया गिरिजा नंदन मोरया,
गणेश जी आपके समस्त कष्टों का निवारण करें...
गणेश चतुर्थी के पावन पर्व की हार्दिक ShubhaKamna....