Mausam ki bahar acchi ho!
phulon ki kaliyan kacchi ho!
Hamari yeh dosti sacchi ho!
Bhagwan bus ek duwa hai ki,
mere dost ka har tyohar accha ho!
aour har tyoharoki rango ki bahar ho...
"HAPPY HOLI"
Holi aaye holi aaye Rang birangi holi aaye Tarah tarah k rangoo se rangne dekho phir se holi aaye .. Lal, gulal, hara, nila Har dukaan pe hai rangoo ka mela Main to laal rang leke tumare gaalon ko rang lagane chala….. Holi to bas ek bahana hai rangoo ka Ye tyohaar to hai aapas main Dosti or Pyar badhane ka, chalo sare gile sikwe dooe kar ke ek dusre ko khub rang lagate hain. milkar holi manate hain…… Holi ka rang to dhul jayega dosti or pyar ka rang na dhul payega Yehi to aasli rang hai zindegi ke Jitna ranglo utna gehera hota jayega…….
Jis Boli Me Methaash Na Ho Boli Kis Kaam Ki Jis Rangoli Se Dil Me Rang Na Ubhre Wo Rangoli Kis Kaam Ki Aur Saal Me Ek Baar Aane Waala Parw Hai Holi In 5 Din Me Agar Apne Frends,Pritam,Aur Anpne Chahnewaalo Ke Saath Na Kheli To Ye Holi Kis Kaam Ki......HaPpY HoLi......From:Kishor Upase B
Humse Khelo Holi To Asli Maza Aayega,
Rango Ka Asli Matlab Tumhe Samajh Aayega,
Chaho Bhi To Na Bhula Paaoge Kabhi,
Holi Ka Ye Mausham Tumhe,
Aisi Yaadein De Jaayega.
Holi ka rang to kuch palo me dhul jayega
Dosti aur pyaar ka rang nahi dhul payega
Yahi toh aasli rang hain zindagi ke,
Jitna rangoge utna hi gehra hota jayega
May God gift you all the colors of life;
colors of joy,
colors of happiness,
colors of friendship,
olors of love and all the other colors,
you want to paint your life with.
Happy Holi!