Holi aaye holi aaye Rang birangi holi aaye Tarah tarah k rangoo se rangne dekho phir se holi aaye .. Lal, gulal, hara, nila Har dukaan pe hai rangoo ka mela Main to laal rang leke tumare gaalon ko rang lagane chala….. Holi to bas ek bahana hai rangoo ka Ye tyohaar to hai aapas main Dosti or Pyar badhane ka, chalo sare gile sikwe dooe kar ke ek dusre ko khub rang lagate hain. milkar holi manate hain…… Holi ka rang to dhul jayega dosti or pyar ka rang na dhul payega Yehi to aasli rang hai zindegi ke Jitna ranglo utna gehera hota jayega…….
Chahe Ho Yeh Feeka Ya Gahera; Holi Ka Har Rang Kuchh Kehta Hai; Gulaal Ka Rang Mujhe Maloom Nahi; Par Rishto Ka Rang Pyaara Hota Hai! Happy Holi!:pray_tone5::fire::fire::pray_tone5:
Lo Mai Aa Gai Mera Naam Holi:fire: Koi Mere Maje Lete Hai Khakar Bhaang Ki Goli Aur Priya Pritam Karte Hai Aankh Micholi Jitni Tum Samzte Ho Utni Mai Utni Hu Nahi Bholi Mere Se Bachkar Koi Reh Nai Sakta Kar Deti Hu Mai Kaali Pili Isile To Maante Hai Muze Happy Holi......Happy Holi.....:fire::fire::fire:
Honthon Se Pyaar Ke Fasaane Nahin Aate,
Sahil Pe Sumandar Ke Moti Nahin Aate,
Lelo Abhi Zindagi Mein Dosti Ka Mazaa,
Phir Laut Ke Hum Jaise Deewane Nahin Aate!
Holi Aapko Mubarak ♥ ♥
"LAL" aapke galon ke liye,
"GOLDAN" aapke balon ke liye,
"NILA" aapki aankhon ke liye,
"PILA" aapke honton ke liye,
"GULABI" sapno ke liye,
"SAFED" aapke man ke liye,
"HARA" aapke jiwan ke liye,
"HOLI" ke in saath "RANGON"
Ke saath aapki "ZINDGI"
Rangeen ho....
Wish u "HAPPY HOLI"....
IN ADVANCE.
Jis Boli Me Methaash Na Ho Boli Kis Kaam Ki Jis Rangoli Se Dil Me Rang Na Ubhre Wo Rangoli Kis Kaam Ki Aur Saal Me Ek Baar Aane Waala Parw Hai Holi In 5 Din Me Agar Apne Frends,Pritam,Aur Anpne Chahnewaalo Ke Saath Na Kheli To Ye Holi Kis Kaam Ki......HaPpY HoLi......From:Kishor Upase B
Chadenge jab pyare rang,
Ek meri dosti ka rang bhi chadhana.
Lagne lagenge tumhe suhane sare rang,
Aur meri dosti ka rang chamkega,
Hurdum tumhare sang.
Bolo sarararara....
Wish you a very mastiful and
Colourful Happy Holi!
Khuda kare har saal chand bankar aaye,
Din ka ujaala shaan bankar aaye,
Kabi dur na ho Aapke chere se hasi,
Yeh HOLI ka thyohar Aisha mehmaan bankar aaye.
Isse pahle holi ki sham ho jaye,
Badhaiyo ka silsila aam ho jaye,
Bheed me shamil hamara naam ho jaye,
Kyu na holi ki abhi se RAM-RAM ho jaye....
Happy Holi
Hawa ke hath paigam bheja hai roshni ke jariye ek arman bheja hai furshat mile to kubul kar lena is nacheej ne rango ke tyohaar par pyar bheja hai, Happy holi.