Chadenge jab pyare rang, ek meri dosti ka rang
bhi chadhana.
Lagne lagenge tumhe suhane sare rang,
Aur meri dosti ka rang chamkega hurdum
tumhare sang.
Bolo sarararara....
Wish you a very mastiful and colourful Happy
Holi!
Daru:trophy: Ki Khushbu, Beer:wine_glass: Ki Mithas; Ganje Ki Roti:cookie:, Charas Ka Saag:curry:; Bhaang Ke Pakode:hotdog:, Afeem Ka Pyaar; Mubarak Ho Aapko 2 Din Pehle Holi:fire: Ka Tyohaar!
Holi Me Jab Tak Huddang Na Ho Bhabhi Aur Dewar Ka Sang Na Ho Choti Saali Se Chhina Jhapti Na No Thodi Si Usse Liptaa Lipti Na Ho Tab Tak Holi Kya Holi Hain Varnaa Rang Thiotholi Hain
May God paint d canvas of ur life with
d most beautiful colors sprinkles,
Peace, Luck, Success and joy at every step...
Wish U A Very Colourful and Happy Holi..
May the joy, cheer, Mirth and merriment Of this divine festival Surround you forever. May the happiness, That this season brings Brighten your life And, hope the year Brings you luck and Fulfills all your dearest dreams! Happy Holi …..
TIME ki kami se HUM is saal HOLI PUJA ka chanda mob.se le rahe he.
Aapse anurodh he,
Sradha se is No. Par 55 ya 110 ka BALANCE dalwa de..
Happy holi advance.
Khale Gujiya Aur Peele Thodi Thandai; Sunder Lage Tu Rangon Mein Nahayi; Mere Sang Bhi Khel Le Holi; Aur Ban Ja Meri Lugai! Happy Holi! :fire::fire::fire:
होली का रंग तो कुछ ही पलों में धूल जायेगा पर दोस्ती और प्यार का रंग नहीं धूल पायेगा यही तो हैं, असली रंग हमारी ज़िन्दगी के.. जितना रंगोगे उतना गहरा होता ही जायेगा
Holi….Holi…….. Aiso basant nahin bar bar Phagun ke din char Holi khel ke mana re Seel santoka ke kesar gholi Prem preet pichkaar re Urat gulal lal bhaiyo ambar Barsat rang apaar re…. Happy Holi
Radha ke rang aur kanhaiyya ki pichkari, Pyaar k rang se rang do duniya saari.. Ye rang na jaane koi majhab na boli, Mubarak ho aapko khushiyon bhari holi……..Happy Holi..