"Day by day teri khusiya ho jaye double,
Teri zindagi se delete ho jaye sare trouble,,
"Khuda rakhe hamesha tujhe smart & fit,
Tere liye new year ho super-duper hit "
Had ho gai sala jisko dekha 2din,4din. 1Haftey,pehle baazi marne pe tula hua hai.
Ye lo happy new year 2014
1 saal 1din pehle manine baazi mari.
Ab bolo....
*Naino K Kajal Se
*Khwabo K Anchal Se
*Mehki Bahar Se
*Is Gul-E-Gulzar Se
*Dil K Har Tar Se
*Bade Hi Pyar Se
*Kehte Hai Apko
HAPPY NEW YEAR IN ADVANCE
1-1-2014
By: Dj Sumit Bhagalpur
Here are My Wishes for You...
H ours of happy times with friends and family
A bundant time for relaxation
P rosperity
P lenty of love when you need it the most
Y outhful excitement at lifes simple pleasures
N ights of restful slumber
E verything you need
W ishing you love and light
Y ears and years of good health
E njoyment and mirth
A angels to watch over you
R embrances of a happy years! ... ♥
Happy New Year 2015
Naya Savera Nayi Kiran Ke Sath
Naya Din Ek Pyari Si Muskaan Ke Sath
Aapko Naya Saal Mubarak Ho Dher
Sari Duaon Ke Sath
Happy New Year
Thandi ka mausam,
upar se 31 dec ki suhani raat,
milte hai jab sab dost,
khulti hai purani baat,
haste haste kat jati hai raat,
fire khulti hai bear aur daru ki bottal,
hota hai dance pe dance.
12 bajte hi kahte hai sab happy new year mere yaar.
Zindagi bhut kuch sikhati hai,
Thoda rulati hai thoda hasati hai,
Khud se jyda kisi pe bharosa mat karna,
Kyunki andhere mai to parchai bhi sath chod jaati hai…
खुदा करे के नया साल आपको रास आ जाए,
जिसे आप चाहते हो वो आपके पास आ जाये,
आप सारा साल कंवारे न रहे,
आपका रिश्ता ले कर आपकी सांस आ जाए,
नए साल 2016 कि शुभकामनाये ।
Yaaro 2013 Khatam Hone Me
Thoda Time Baki Hai, Koi
Galti, Gustakhi, Khatta Ho
Gyi Ho To;
.
.
.
.
.
.
Maafi Maang Lena.. Main Acche
Mood Me Hun! Happy New Year..
Din Gujar Gaya Hai Intzaar Mein,
Raat Gujar Gayi Intzaar Mein,
Naya Saal Mubarak Ho Aapko,
2013 Beet Gaya Aapke Sms Ke Intzar Mein.
Happy New Year 2014
I wish that you make every moment of the New Year worth remembering so that when you grow old and look back and can enjoy it the second time.
Happy New Year!
Chritmas Ka Yeh Pyara Tyohaar
Jeevan Main Laye Khushiyan Apaar,
Santa Clause Aaye Aapke Dwar,
Subhkamna Hamari Kare Sweekar.
HAPPY NEW YEAR AND MERRY CHRISTMAS..;;-))
Bhula Do Beeta Hua Kal,
Dil Mein Basao Aane Wala Kal.
Hanso Aur Hansao.
Jaaha Bhi Ho Pal,
Khushiyan Lekar Aayega Aane Wala Kal.
Naya Saal Mubarak Ho.!
Happy New Year
Ye SMS 5. Din Baad Kholna
.
.
.
Abhi Nahi
.
.
.
.
Bola Na Nahi
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Mujhe Pata Tha AAPSE Sabr Nahi Hoga,
.
.
.
"HAPPY NEW YEAR - 2015."
Naya Savera Nayi Kiran
Ke Sath, Naya Din Ek Pyari
Si Muskan Ke Sath, Aapko
Naya Saal Mubarak Ho Dher
Sari Duaon Ke Sath
Wish You All Family
Happy New Year