चाँदनी जैसे बिखर गई है सारी; चाँदनी जैसे बिखर गई है सारी; रब से है ये दुआ हमारी; जितनी प्यारी है तारों की यारी; आपकी नींद भी हो उतनी ही प्यारी। शुभ रात्रि!
Din Bhar Ki Thakan Ab Mita Lijiye,
Ho Chuki Raat Roshni Bujha Lijiye,
Ek Khubsurat Khwab Raah Dekh Raha Hai,
Bus Palkon Ka Parda Gira Lijiye. ..good night
RAAT KA AKHRI PEHAR THA !
Mujhse Chand Ne kaha!
” Hamnasheen Alwida!
Mujhko Neend Aa Rahi Hai!
Kal Milenge Isi Jaga! ”
Main Sun kar Muskura Dia!
Usko Batla Dia!
” Jane Wale Laut’Te Nahi!
Tum Nahi Aoge!
Mujhe Hai Yakeen! ”
Meri Baat Sun k wo Ruk Gaya Aur kehne Laga!
” Tumse Waada karon!
Phir Poora Na karon
Aisa Mumkin Nahi
Sun Aay Hamnasheen
” MAIN INSAAN TO NAHI”
No matter if the sky is black or blue
No matter if there are stars or moon
As long as ur heart is true
Sweet dreams will always be with u.
Good Night !
Raat Khamosh Hai Chand Bhi Khamosh Hai,
Par Dil Main Shor Sa Mach Raha Hai,
Kahi Aisa To Nahi Ek Pyara Sa Dost,
Bina Good Night Kahe So Raha Hai.
Good Night SmS
Honth keh nahi sakte jo fasana Dil ka,
Shayad nazar se wo baat ho jaye.
Is ummid me karte hain intezaar raat ka,
ki shayad sapne me mulakat ho jaye.
Good Night..
Smile is the Best Credit Card.
Bcoz it is Accepted World Wide,
Auto Reload,
Unlimited Usage,
No Payment,
at all makes every1 Happy.
So keep Smiling.
Good Night