Sasural me damad ki izzat kyo zada hoti he ?
....
....
....
....
Kyoki vo jante he k ye vohi mahaan aadmi he jisne hamare ghar ka toofan sambhal rkha h
y: Sneha In: Sayings SMS
Achhi_Wali_Baat
Agar Dusaro Ko Dukhi Dekh Kar
Tumhe bhi Dukh Hota Hai . .
To
Samjh Lo
Bhagwan Ne Tumhe Insan Bana Kr Koi Galti Nahi Ki.
न किसी का फेंका हुआ मिले, न किसी से छिना हुआ मिले, मुझे बस मेरे नसीब में, लिखा हुआ मिले, ना मिला ये भी, तो कोई गम नहीं, मुझे बस मेरी मेहनत का, किया हुआ मिले..!!
Tanhai na paye koi kisi ke sath ke bad,
Judai na paye koi kisi ke sath ke bad,
Na pade kisi ko kisi ki aadat itni ki,
Ek ek sans bhi aaye kisi ke yad ke baad.
AAJ KI 2 pyaari BAATEIN,
1/kisi ko chahtay ho to dil saychaho sirf zubaan say nahi,
2/agar kisi k 7 ghussa karna hay to sirf zubaan say karo dil say nahi,
~piya~
A nice line dedicate my all FRNZZZ...
EK DIN HAM SAB EK DUSRE KO
SIRF YE SOACHKER KHO DENGE K
JAB WO HAME MISS NHI KARTE TO HUM Q KARE
ITS TRUE DEAR...
BY~M.PERFECT