Insan ko namak ki tarh hona chahiye
namak khane me dikhta nahi hai
aur namak khane me na ho to khana acha nai lagta
is msg ko 500 Like dilani hai to aap is ko Like kijyega
AAJ KI 2 pyaari BAATEIN,
1/kisi ko chahtay ho to dil saychaho sirf zubaan say nahi,
2/agar kisi k 7 ghussa karna hay to sirf zubaan say karo dil say nahi,
~piya~
Tanhai na paye koi kisi ke sath ke bad,
Judai na paye koi kisi ke sath ke bad,
Na pade kisi ko kisi ki aadat itni ki,
Ek ek sans bhi aaye kisi ke yad ke baad.
Dhundo Tum Jitna Bhi Hum Jaisa Paoge Nahi,
Bichudne K Baad Bhi Bhula Paoge Nahi,
Maana Ki Hum Mein Kamiya Lakh Sahi..
Par Rab Ne Perfect Bhi Koi Banaya Nahi !!
न किसी का फेंका हुआ मिले, न किसी से छिना हुआ मिले, मुझे बस मेरे नसीब में, लिखा हुआ मिले, ना मिला ये भी, तो कोई गम नहीं, मुझे बस मेरी मेहनत का, किया हुआ मिले..!!