Safety Tip for Winters !!
.
.
Stand in front of mirror with one glass of water.
..
.
.
.
.
.
&
throw water on d mirror
& say-
" Ahaa.. Nahaa liye..!! "
hilghozy Ki Khushbu,
Moongphali Ki Bahar,
Sardi Ka Mausam,
Aany Ko Beqarar,
Thori Si Masti,
Thora Sa Pyaar,
Maflar, Sweeter Rakho Tayyar,
Happy Winter Season Mere Yaar.
Aa ja keh abi zabat ka mosam nhi guzra
aa ja keh abi barf paharo pe jami ha
khushboo’n ke dareechon se sitaron ki haddon tak
es shehr me sab kuch hi bas teri kami ha..
किट-किट की आवाज़ आ रही थी .... . पत्नी (जागकर) :- "देखो जी, चूहे कपड़े कुतर रहे हैं.?":angry::angry::angry::angry: . पति (कांपते हुए) :- "सारी रजाई तो तूने खीच ली.......:weary::weary::weary::weary::weary::weary: मेरे ही दाँत किटकिटा रहे हैं..!":smiling_imp::smiling_imp: :smiley: :stuck_out_tongue_closed_eyes: :joy: :heart_eyes: :stuck_out_tongue_winking_eye: :joy:
DIL Ki Dharkanen RUK C Gai Hain
SAANSE Meri THAM C Gai Hay
Pucha DIL K Doctor Se HUMNE
Pata Chala Is DIL Me AAPKI YAADEN
SARDI Ki Wajah Se JAM C Gai Hain.
Thand ka zamana hai,
SMS karke aapko satana hai,
Mousam bhi diwana hai,
2-4 SMS aap bhi kar do,
kya balance bacha k
"Naya swetar" lana h.
Happy Winter.
Biwi Bathroom Se Naha Ke Nikli To Uska Pati Use Ghur Raha Tha!
Biwi Romantic Hokar Boli: Kya Irada Hai?
Pati Ne 2 Thappad Maare Or Bola "Mere Garam Pani Se Kyu Nahayi"
Happy ??winters.
Sard Mausam Ka Maazaaj Kitna Alag Sa Hai
Taveel Raat Main Intazaar Kitna Alag Sa Hai
Dhund Bani Naqab, Aur Chupa Lia Sitaron Ko
Unki Tanhaai Ka Ab Ihsas Kitna Alag Sa Hai