zindagi me 4 baate jo tumhara sath kabhi nhi chodengi
1. dil ki dhadkan
2. parchhayi
3. khushiyan
4. ek us se Rishta, jiska aap sms padh rahe ho samjhe.
10 years ago
Copy
Tags :
Nice Shayri SMS
Phulon Se Hasin Muskan Ho Apki, chand Sitaron Se Zyada Shaan Ho Apki, zindagi Ka Sirf Ek Ho Maksad Apka, ki Asman Se Unchi Udan Ho Apki. My Best Wishes
10 years ago
Copy
Tags :
Nice Shayri SMS
Kash ke ham unke dil pe raaj karte,
jo kal tha wohi pyar aaj karte.
Hame gum nahi unki bewfai ka,
Bas Armaan tha ke hm bhi apne pyar pe naaz karte..
10 years ago
Copy
Tags :
Nice Shayri SMS
MeRi "TaBaHiYON"
MeiN "TeRa "HaaTh" "Hai..."
MaGaR
JaaN-E-MaN
**********
MaiN "SaB" Se "KeH "RaHi
Hoo "MuQaDaR" "Ki" "BaaT" "Hai..
10 years ago
Copy
Tags :
Nice Shayri SMS
मेरे सिवा घर में मेहमान कौन है ! सब के सब ख़ुदा हैं, इन्सान कौन है ! सोते में नहीं क़त्ल जागते में कीजिए , मुझे पता तो लगे मेहरबान कौन है..
9 years ago
Copy
Tags :
Nice Shayri SMS
Tamannao Se Bhaari Ho Zindagee,
Khwahishon Se Bhara Ho Har Pal,
Daman Bhi Chota Lagne Lage,
Itni Khushian De Apko Anain Wala Pal
10 years ago
Copy
Tags :
Nice Shayri SMS
Ishq duniya hai jiska shahil nahi hota.
Par har dil iske kabil nahi hota.
Rota wo hai jo isme duba hota hai,
Aur rota wo bhi hai jise ishq nhi hota.
10 years ago
Copy
Tags :
Nice Shayri SMS
ये आशिकों का शहर है जनाब ..... यहाँ सबेरा_चाय से नहीं, शाय़री से होता है।
9 years ago
Copy
Tags :
Nice Shayri SMS