• Categories
  • Nice Shayri SMS   61
  • Chaho To Dil Se Hame Mita Dena, Chaho To Hamko Bhula Dena, Par Ye Vaada Karo A Dost, Ki Jab Yaad Aaye Hamari To Rona Mat Bas Muskura Dena...
  • 10 years ago



    Tags : Nice Shayri SMS
  • Socho ke pani se juda hokar ye Machhliyan kyu tadap kar mar jaati hain Na maloom tha unko ke nazdikiyanaadat aur Aadat aksar Zindagi ban jaati ha
  • 10 years ago



    Tags : Nice Shayri SMS
  • Tamannao Se Bhaari Ho Zindagee, Khwahishon Se Bhara Ho Har Pal, Daman Bhi Chota Lagne Lage, Itni Khushian De Apko Anain Wala Pal
  • 10 years ago



    Tags : Nice Shayri SMS
  • Mere Dil Me Rahogi Tum Kuch Aise Humesha, Jaise Seep Me Band Koi Moti Jaisa, Jaise Sagar Ki Lahero Ke Jaisa, Jaise Aasman Me Chamakte Sitaro Ke Jaisa, Jaise Pani Ki Un Bundo Ke Jaisa, Jaise Phoolo Ki Khushboo Ke Jaisa, Jaise Shayar Ki Shayari Ke Jaisa, Jaise Kavi Ki Koi Sundar Kalpna Ke Jaisa, Mere Inhi Kuch Khayalo Ke Jaisa, Mere Dil Me Rahogi Tum Kuch Aise Humesha.
  • 10 years ago



    Tags : Nice Shayri SMS
  • Koi wada na kar koi irada na kar, khwaishon mein khud ko aadha na kar, ye degi utna jitna likh diya khuda ne, is taqdir se ummed jyada na kar. Pritam Weds Prachi
  • 10 years ago



    Tags : Nice Shayri SMS
  • MeRi "TaBaHiYON" MeiN "TeRa "HaaTh" "Hai..." MaGaR JaaN-E-MaN ********** MaiN "SaB" Se "KeH "RaHi Hoo "MuQaDaR" "Ki" "BaaT" "Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Nice Shayri SMS
  • पीपल के पत्तों जैसा मत बनिए,
    जो वक़्त आने पर सूख कर गिर जाते है।
    अगर बनना ही है,
    तो मेहंदी के पत्तों जैसा बनिए,
    जो सूखने के बाद भी,
    पीसने पर दूसरों की ज़िन्दगी में रंग भर देते हैं।
  • 4 years ago



    Tags : Hindi Thoughts (Suvichar) SMS , Hindu SMS , Nice Shayri SMS , Hindi Shayari , Hindi Message