Hasata Hai Mujhko Fir Rulaa Bhi Deta Hai..
Karke Wada Aksar Bhula Bhi Deta Hai..
Ajab Mizaaz Hai Uska Aur Pyar Ka Andaaz Bhi..
Kabi Palko Pe Bithata Hai Kabi Nazro Se Gira Bhi Deta Hai..!
Maana Ke Aaj Hum Akele Reh Gaye..
Judaai Ke Ansoo Ankho Se Beh Gaye..
Roote Rahe Ki Koi Chup Karaega Hume..
Magar
Jo Chup Karaate Thay Wohi Roone Ko Keh Gaye..!
Palko ki zid h aankho se aansu girane ki,
Dil ki zid h aapse rista nibhane ki
.
Aapko zid h agr hume bhulane ki,
To hume b zid h apko apni yaad dilane ki
☻Dil ka dard dil todne wale kya jane,
Pyar ke rivazon ko zamana kya jane,
Hoti hai kitni takleef ladki patane mein,
Ye ghar pe baitha ladki ka baap kya jaane.
Aye Khuda Nazro Ko Kuch Aisi Khudaai De..
Jidhar Dekhu Udhar Wo Dikhaai De..
Kar De Aisi Meharbaani Aaj Hawa Me..
Ki
Unko Pukaaru Aur Unhi Ko Sunaai De..!
मेने :boy: हमेशा 13:07 दिया, :kissing_heart: तुम भी मेरा 07:02 :relaxed: हम 02:09 :couple: को हमेशा 01:07 रहना है, :wink: इस लिये मुझे_छोड़ने :pensive: की गलती 02:12 मत करना...
Duniya mein kisi se kabhi pyar mat karna,
Apne anmol aansoo iss tarah bekar mat karna,
Kaante to phir bhi daman tham lete hain ,
Phulon pe iss tarah kabhi aitebar mat karna....