Wo Aam Si Sham Thi…
Jab Juda Hoey Thy Hum…
Na Toot Kar Piyar Kiya..
Or
Na Ro Saky Thy Hum…
Tum Sey Gila kia…
Na Zamany Se Kuch Kaha,,,
Barbad Ho Gaey…
Bohat Sadgii Se Hum…
Nigaahe Fer Kar Mujhse Mera Dil Todne Waale..
Mujhe Raah E Mohabbat Me Akela Chhodne Waale..
Agar Leti Hu Tera Naam..
To..
Mohabbat Ho Jayegi Badnaam..!
Itni shid-dat say tumhay panay ki koshis ki hay
k her zarray na hamay milanay ki sazish ki hay
chatay they hum tumko pana magar
tum nay jan churanay ki koshish ki hay :’(
Hasata Hai Mujhko Fir Rulaa Bhi Deta Hai..
Karke Wada Aksar Bhula Bhi Deta Hai..
Ajab Mizaaz Hai Uska Aur Pyar Ka Andaaz Bhi..
Kabi Palko Pe Bithata Hai Kabi Nazro Se Gira Bhi Deta Hai..!
Kitna samjhaya dil ko ki tu pyar na kar.
Kisi ke pyar me khud ko bekrar na kar.
wo tere nahi hai nadan o pagal.
Kisi aur ki amanat ka intazaar na kar..
If I Get Ur Smile
I Dont Need Flowers..
If I Get Ur Voice
I Dont Need Music..
If U Speak To Me
I Dont Need Anybody Else..
If U Are "My"
I Dont Need The World..!
Na Tamannao Ki Baarish Hui Na Hasraato Ka Tufaan Utha..
Bas Khwaaisho Ki Maut Hui Aur Sapno Ka Kaafila Luta..
Jaha Chahat Ki Baat Hui Waha Mayoosi Ka Asra Juta..
Aur
Jaha Armaano Ki Baarat Saji Waha Chupke Se Mera Dil Toota..!