कौन कहता है हम उसके बिना मर जायेंगे
हम तो दरिया है समंदर में उतर जायेंगे
वो तरस जायेंगे प्यार की एक बून्द के लिए
हम तो बादल है प्यार के किसी और पर बरस जायेंग
Wo Mere DiL Ke Zakhm Sine Bhi Nahi Deti,
Madhosh Bhi Rakhti Hai Aur Pine Bhi Nahi Deti,
Kya Wafao Ki Itni Kadi Saza Hai,
Marne Se Bhi Rokti Hai Aur JEENE Bhi Nahi Deti.
Mene Apni Har Dua Me Tujhe Manga
Hai, Hu Bewafa Lakin Wafa
Se Tujhe Manga Hai, Kabhi Sajde
Mai Puch Jakr Rab Se, Ke Mene
Kis Kis Ada Se Tujhe Manga Hai.
Har kisi k liye yu hum wish nahi karte...
Ye Bat yahi pe hum finish nahi karte...
Agar hmara msg na aye to ye mat sochna k
Hum apko miss nahi karte….
I Love You. . . . . . .__
By:- AshuTosh ChouDhary
Ek Admi ne apni Wife ko Letter Likha
Ke
Begum is Month salary nahi mili salary ke Badle 100 Kiss Bhej raha ho
I love U
Wife Ne reply kiya
Aapka Letter mila
Salary ke badle
100 KISS miLay
16 Kiss Sabzi waLay ko diye
29 Kiss School k Principal ko Diye
Doodh wala 7 kiss pe Razi nahi hua
Usko 12 kiss dene paray
Malik Makan to KISS pe Razi hi nahi hua tha
Usko Kiss K sath jhappi bhi deni pari
Mahina Aram se Guzar gaya
Dont worry
I love u 2...
Hahahahahahahahahahaa :D
Jism Me Yu Mehki Hai Khusboo Teri
Rooh Lagi Hai Behakne Meri
Raaz Ye Dil Ka Ho Gaya Mushkil Chupana
Nazar Aane Laga Hai Dushman Ye Zamana
Dil Ye Diya Hai Bas Sanam Humne Tujhe
Kaise Kahe Tumse Kitni Mohabbat Hai Mujhe..!
Hum Ne Chaha Bhi To Izhar Karna Na Aaya
Hum Ne Chaha Bhi To Izhar Karna Na Aaya
Kat Gayi Umar Sari Per Humein Pyar Karna Na Aaya
Is Ne Mangi Bhi To Sirf Judayi Mangi
Or Humein Inkar Karna Na Aaya
Suno"
Pyaar Barish ka Naam Nahi Jo Barse or Tham Jaye,
Pyaar Suraj Nahi ki Chamke or Doob Jaye,
Pyaar To Saanse Hai Jo Chale To Zindagi,
Or Ruke To Mout Ban Jaye.
Pyar Unse Is Qadar Karte Chale Jaye;
Wo Zakhm De Aur Hum Bharte Chale Jaye;
Unki Zid Hai K Wo Hame Mar Hi Dale;
To Hamari B Zid Hai Unpar Marte Chale Jaye!!!