• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Sabhi ko sabh kuch nahi milta, nadi ki har lehar ko sahil nahi milta, yeh dil walon ki dunia hai dost, kisi se dil nahi milta to koi dil se nahi milta… Chandu
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Teri aarju me humne baharo ko dekha, tere khayalo me humne sitaro ko dekha. Hume pasand tha saath aapka, warna in aankho ne to hazaro ko dekha..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Apni Har Shayari Me Tera Naam Likhte Hain, Apni Har Saans Pe Tera Naam Likhte Hain.. Agar Yakeen Nahi To Aazma Ke Dekh Lo, Tere Samne Dil Khol Ke Tera Naam Likhte Hain..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • अपनी साँसों मे महकता पाया है आपको, क्यों ना करे शिददत से याद आपको, जब हमारे प्यार के लिए ही, खुदा ने बनाया है आपको…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ye isaq bhi ajeeb dird hai.. Kisi ko chaho to dird hai na chaho to dird hai.. Koi mile to dird hai na mile to dird hu.. Isliye kehta hu is duniya me dird ka dusa naam hi isaq hi hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Life! My love is my Castle; So, visit me and, See the Beauty of my heart. Life! I was born one day when, The Creator allowed it; Then, hen, ten, net! Like 7 days of rain. Mile, agile! With social prestige; Extra, extravagant! But, with the sweet muse of love.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil Hi Dil Mein Dil Ki Baat Ho Jayegi, Aaine Mein Dekhiye Mujhse Baat Ho Jayegi, Sikwa Na Karo Mujhse Milne Ka Aankhe Band Karo Khawbo Mein Mulakat Ho Jayegi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • लोग सौ रंग बदलते है हसीन चेहरे को लुभाने के लिए, और हम अश्क बहाते है सिर्फ एक चेहरे को भुलाने के लिए !
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Usey pana tha usey khona tha Yeh bhi hota tha woh bhi hona tha Kitni dair aur us ko rona tha Woh jo hona tha woh to hona tha Shayed is wastey mili aankhain Bojh kuch aansuyon ka ddhona tha Kya ghazzab kar liya ankhon ne Mujhe to tujhse chup ke rona tha Hum ne moti samajh liye they Adeem Warna daaman kisey bhigona tha …!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pyar wo nahi jisme jeet aur har ho, Pyar koi chiz nhi jo har waqt tayyar ho, Pyar to wo h jisme kisike aane ki Umeed na ho, Lekin fir b intejar ho
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ret Pe Naam Kabhi Likhte Nahin Ret Pe Likhe Naam Kabhi Tikte Nahin Tum Kehte Ho Patthar Dil Hoon Main Patthar Pe Likhe Naam Kabhi Mit Te Nahin…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Rishte Sabhi Ko Jeena Sikha Dete Hai, Wado Ke Naam Par Marna Sikha Dete Hai, Rishte Nahi Banaye To Bana Ke Dekho, Ye Haste-Haste Aanshu Pina Sikha Dete Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil Ki Dhadkan Ko Dhadka Gaya Koi Mere Khawabon Ko Mehka Gaya Koi Hum Tu Anjanay Raston Pay Chal Rahay Thay Achanak Hi Pyaar Ka Matlab Seekha Gaya Koi
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kahan Sy Laaun Hunaar Use Manane Ka Koi Jawb Nhi Tha Uskeh Rooth Jane Ka Mohabbat Mein Saza Mujhe Hi Milni Thi Kiyun keh Juram Maine Kya Us Sy Dil Lagne Ka..?
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Is Bahte Dard Ko Mat Roko, Ye To Saza Hai Kisi Ke Intezar Ki, Log Inhe Aansoon Kahe Ya Deewangi, Par Ye To Nishani Hai Kisi Ke Pyaar Ki.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • kitabo ke panno ko palat kar sochti hu, yu palat jaye meri zindgi to kya baat ho . khawabo me har roz milte hai jo mujhe wo haqiqat me mil jaye to kya baat ho . kuch log matlab k liye dhundte hai mujh ko koi bin matlab k aaye to kya baat ho . katl karke to sab le jayenge dil mera koi baato se le jaye to kya baat ho . apne rahne tak to khushi mai dungi sabko agar kisi ko meri mout par khushi mil jaye to kya baat ho....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Palat Ke AayeGee Wo Intezar Karta Ho0n.. Qasam Khuda Ki Usay Ab Bhi Pyaar Karta Ho0n.. Main Janta Ho0n Ke Yeh Sirf Dard Deti Hain.. Magar Main Chahaton Pe Aaj Bhi Aitbar Karta Ho0n..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS