• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Keu kisi ko khudaa se mangta hai koi Keu etna tutkar kisi ko chahta hai koi Keu har baar apna pyaar jatata hai koi Keu tanhai me fir choor jata hai koi Keu fir us se dur chala jata hai koi Fir bhi keu rah-rah ke yaad aata hai koi..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Yaadon mein hum rahein ye ehsas rakhna, Nazron se door sahi dil ke paas rakhna, Ye nahi kehte ke sath raho, Door sahi par yaad rakhna. Posted by -sunil pawar
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pyar Na Dil Se Hota Hai. Pyar Na Dimag Se Hota Hai. Pyar To Iktafaak Se Hota Hai. But Pyar K Badle Pyar Mile, Aisa Har Kisi Ke Saath Nhi Hota Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • SHAM KI SHAMA ME EK BAAT NAZAR AATI H , TABHI IN HOTON SE EK AAH NIKAL JATI H ! KAB HOGI AAPSE ZEE BHAR KAR MULAKAT , YE SOCH KAR HAR RAAT GUZAR JATIH !!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • ISHQ kar deta hai bekarar, Bhar deta hai pathar k dil mei pyar,har 1 ko nahi milti zindagi ki yeh bahar,kyunki ISHQ ka dusra naam hai INTEZAR.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pura dukh aur aadha chand hijr ke shab aur aisa chand itane ghane badal ke piche kitna tanha hoga chand meri karavat par jag uthe neend ka kitna kacha chand sehra sehra bhatak raha hai apne ishq mein sacha chand raat ke shayad ek baje hain sota hoga mera chand Swee2
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • न मिले किसी का साथ तो हमें याद करना, तन्हाई महसूस हो तो हमें याद करना, खुशियाँ बाटने के लियें दोस्त हजारो रखना, जब ग़म बांटना हो तो हमें याद करना ….
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil Nahi Lagta aapko Dekhe Bina, Dil Nahi Lagta aapke Baare Mein Soche Bina, aankhe Bhar aati hai Yeh Soch kar, Kis Haal Mein Hoge aap Hamare Bina..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Teri Yaad Se Rishta Kal Bhi Tha Teri Yaad Se Rishta Aaj Bhi Hai,, Dil Apna Dukhta Kal Bhi Tha Dil Ye Udaas Aaj bHi Hai,, Jo Pyar Hum Tum karte The Woh Pyar To zinda Aaj Bhi Hai,, Hum Bichad Gaye is Doori Mein
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Agar Maloom Hota Tujhe Chahne ki Itni Baadi Sazaa Hogi..!! Khuda ki Kasaam ‘Pehle Sazaa Paa Lete.., Phiirr Tujhe Aapna Banaa Lete..’
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Koi Ilzam Lga Kr To Saza Di Hoti Phir Meri Lash Sare-Bazar Jala Di Hoti Itni Nafrat Thi To Pyar Se Dekha Kioun Tha Mjhe Pehle Hi Meri Okat Bata Di Hoti ... Dekh Kar Zakham Mere Ankhain Chura Li Tu ne Poch Kar Kuch To Zakhmon Ki Dawa Di Hoti So Jata Main B Chain Se Jana Tu Ne Agar Shoq Se Aanchal Ki Hawa Di Hoti Zindagi Apni B Chain Se Guzar Jani Thi K tuNe Agar Pyar Se Dil Main Jaga Di Hoti.. By - Silent love.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ye Dil Tha Deewana Jo Tum Par Aa Gaya Warna Hum Keemti Pattharo Ko Bhi Uthaya Nahi Karte Jis Se Karte Hain Pyar Bas Ek Hi Baar Karte Hain Hum Har Kisi Se Dil Lagaya Nahi Karte Teri Khusi Ke Liye Jaan Bhi Hai Hazir Warna Hum Zndgi Daao Par Lagaya Nahi Karte..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ae Chand Tu Bhool Jayega Apne Aap Ko, Jab Sunay Ga Dastaan Mere Pyaar Ki, Kion Karta Hai Tu Ghuroor Apne Aap Pe Itna, Tu To Sirf “PARCHAI” Hai Mere “YAAR” Ki…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mushkil Is Duniya Me Kuch Bhi Nhi, Fir Bhi Log Apne Irade Tod Dete Hai, Agar Sachche Dil Se Bnaya Ho Rishta, To Sitare Bhi Kisi Ke Liye Apni Jagah Chhod Dete Hain!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aapki muskan hamari kamjori hai, Keh na pana hamari majburi hai, Aap kyon nahin samajhte is khamoshi ko, Kya khamoshi ko zuban dena jaruri hai?
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Saanso Me Uski Mehak Bhi Zaruri Hai, Mohabbat Me Thodi Kasak Bhi Zaruri Hai, Ek Baat Kahu To Naraz Na Hona, Sachhe Pyar Me Thoda Sa Shak Bhi Zaruri Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS