Khushi ne mujh ko thukaraya hai ranj-o-gam ne
pala hai
gulon ne berukhi ke hai to kanton ne sambhala hai
muhabbat mein khayal-e-sahil-o-manzil hai
nadani
jo in rahon mein lut jaye wohi taqadir vala hai
charagan kar ke dil bahala rahe ho kya jahan valo
andhera lakh raushan ho ujala phir ujala hai..ii
Har gali har diwaar pe tera naam hai....
Har gali har diwaar pe tera naam hai....
Upar likha hai WANTED
aur niche paanch rupaye
ka inaam hai.
By - Sureshk Bengo
तुम भी चाहत के समन्दर में उतर जाओगे,
खुशनुमा से किसी मंजर पे ठहर जाओगे ।
मैने यादों में तुम्हें इस तरह पिरोया है,
मै जो टूटी तो सनम तुम भी बिखर जाओगे ॥
Bhar Aayi Aankhen Jo Uska Naam Aaya,Ishq Nakaam Sahi Phir Bhi BohatKaam Aaya, Humne Ishq Me Aisi BhiGuzaari Hain Raaten, Jab TakAansu Na Bahe Dil Ko Araam Na Aya.