Jab Bhi Teri Yaad Humein Satati Hai, Keh Nahi Shakte Ki Humein Yeh Kitna Tadpati Hai, Reh Jaate Hai Khamosh Us Waqt, Jab Humse Koi Puchhta Hai Ki, Kya Tumhe Bhi Kisi Ki Yaad Aati Hai.
Har koi pyaar k liye tadapata hai,
Har koi pyaar k liye rota hai,
Meri baat ko galat mat samajhana ai mere DOST,
Pyaar to DOSTI me bhi hota hai.
KHALID REHAN.
Koi khusiyon ki chah me roya
Koi dukho ki panah me roya.
.
.
.
.
.
Ajeeb silsila hai dunia ka
.
.
.
.
Koi bharoshe ke liye roya
Koi bharosha kar ke roya.
Ek Baar Phir Humse Milne Ke Liye
Aajao, Jo Diye Hai Tumne Jkham
Unhe Silne Ke Liye Aajao, Humne
Dikha Hai Jitne Baar Tumhe
Gire Hai Hum Tumhari Mohabbat
Mein Tum Bhi Ek Baar Humari
Mohabbat Mein Girne Ke Liye Aajao.
Pyaar Wo nahi Jisme Jeet or Haar ho,
Pyaar koi Cheej nahi jo har Waqt Taiyaar ho,
Pyaar to Wo hai Jisme kisi ke Aane ki Ummid Na
ho,
Lekin Fir Bhi Ankhon me ‘INTEZAAR’ ho..
By - Silent love.
Mohabbat Karne Walo Ko Deewana
Keh Diya
Pyar Me Jalne Walo Ko Parwana Keh
Diya
Dafna Diya Mohabbat Ko Pattharon
Ke Beech
Aur
Logo Ne Use Mumtaz Ka Ashiyaana
Keh Diya..!
Meri tanhai ki gawah hai uski yaade
Neend jab nahi aati chali aati hai uski yaade........
Saath nibhane ka waada kiya tha usne
Or..
Saath nibha rahi hai uski yaade...
Ek Muddat Se Jo Khawb Ban Ke
Nazar Me Raha, Rooh Ban Ke
Wo Mere Badan Me Raha, Fana
Ho Kar Chaha Tha Jise Dhadkano
Ne Mere.. Kareeb Ho Kar
Wo Shakas Anjaan Sa Raha..!
ये मौसम भी कितना प्यारा है ,हवाएं भी करती कुछ दिलकश इशारा है
क्यों न मचले अरमान हमारे , वर्षा की बूंदों से मन में हर्षो उलाश छाया है
बेक़रार है धड़कन , तुमसे मिलन के ख्याल से मन पुलकित हो आता है
जरा सम्हलो इनके जज्बातों को ,किसी चाहने वाले ने दिल से पुकारा है
Dil Ko Aata Hai Jab Bhi Khayal Unka,
Tasveer Se Puchte Hai Haal Unka,
Wo Kabhi Humse Pucha Karti Thi Judaai Kya Hai,
Aaj Samjh Mein Aaya Hai Sawal Unka...
Aj dil puch baitha apni hi tasveer se,
Tune kya paya hai apni taqder se,
Apki tasveer dil ko dikhaya,
Aur kaha aisa pyar paya hai duniya ki is bheed me...
Aankh wo chahat jis mein dil ki zubaan hoti hain,
Sachi chahat to bejuban hoti hain,
Pyar main dard mila To ghabrana kaisa,
Dard se chahat aur jawaa hoti hai