• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Mita De Apni Hasti Ko Agar Kuch Martaba Chahiye Ke Dana Khak Main Mil Kar Gul-e-Gulzar Banta Hai Maqadar Jin Ke Onche Aur Aala Bakht Hote Hain Zindagi Main Unhi Ke Imtihaan Bi Sakht Hote Hain
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bhehte huye pani ko peena nahi aata, Teri judai mein mujhe jina nahi aata, Kaise batayein hum tujhe apne dil ka haal, K teri deewangi mein hume, Juban kholna nahi aata.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • aankho me aasu aaye na hote, jo piche mudakar muskuraye na hote, unke jane ke baad ye gum hota h, kash vo zindagi me kabhi aaye na hote..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Duniya Ki Bheed Mein Is Kadar Kho Jaunga, Bebas Dhundhegi Teri Aankhein Mujhe, Par Main Najar Nahi Aaunga, Kuchh Yadein Tum Samet Lena Apne Aanchal Mein, Kuch Yadein Lekar Mai Gujar Jaungaa!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • when u r sad.........i will try ur tears when u r scared.........i will confort ur fears when u r worried........i will give u hope when u r confused.......i will give u cope and when u r lost.......and cant see the light i shall be ur beacon.....shining ever so bright this is my oath........i pledge tillthe end why u may ask?........because u r my Love ---
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kya Hai Wafa E Mohabbat Teri Raah Dekhte Hain Tere Ishq Mein Jeene Ki Chaah Dekte Hain Tujhse Hai Pyaar Sanam Dilo Jaan Se Ab To Bs Teri Mohabbat Ka Paigaam Dekhte Hain..iu
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • आग दिल में लगी जब वो खफ़ा हुए, महसूस हुआ तब, जब वो जुदा हुए, करके वफ़ा कुछ दे ना सके वो, पर बहुत कुछ दे गए जब वो बेवफ़ा हुए!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Apni Zndgi Ki Har Sham Tere Naam Kar Du, Apni Ankho Ka Jaam Tere Naam Kar Du, Ho Jiska Zikr Mohabbat Ki Har Kahaani Me, Ek Aisa Pyar Ka Paigaam Tere Naam Kar Du!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Meri Har Dhadkan Bas Aap Ke Liye Hai, Meri Har Muskurahat Bas Aap Ke Liye Hai, Aap Ki Qateel Adaye Dil Ko Churati Hai, Ab Toh Meri Yeh Zindagi Bhi Aap Ke Liye Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kitna bhi chaho na bhol paoge Hum se jitna dur jao nazdik pao ge Humein mita sakte ho to mita do yaadein meri, magar.. kya hme sapno se juda kar paoge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • नज़र ने नज़र से मुलाक़ात कर ली, रहे दोनों खामोश पर बात करली, मोहब्बत की फिजा को जब खुश पाया, इन आंखों ने रो रो के बरसात कर ली !!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dukh Me Khushi Ki Wajah Bnti H Mohabbat Dard Me Yaado Ki Wajah Banti H Mohabbat Jab Kuch Bhi Acha Nahi Lagta Duniya Me, Tab Jeene Ki Wajah Banti Hain Mohabbat.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aaj Na Jane Kyu Aankho Me Aansu Aa Gaye, Message Likhte Likhte Khwab Yaad Aa Gaye, Milne Ki Tamanna Thi Aapse Lekin, Aansuo Me Aap Nazar Aa Gaye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Nikalte Hai Ansu Jab Mulaqat Nahi Hoti; Tut Jata Hai Dil Jab Tumse Bat Nahi Hoti; Tum Mano Ya Na Mano; Tum Na Yad Ao Aisi Koi Yad Nahi Hoti
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kash tum chanda aur mein sitara hota, Aasman par ek aashiyana hamara hota, Log tumhe dur bahut dur se dekhte, Aur tumhe chune ka haq sirf hamara hota
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kisi ki yado ne pagal bana rkha h, kahi mr na jau kafan sila rkha h, jalane se pehle "DIL" nikal lena, kahi wo na jal jye,jise dil me basa rkha hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS